
Woh kon thaa
1- jis nay Hindustan ki tareekh mein pehli dafa mardum shamari karwai
2- Jis ne Ghulamo aur larkion ki khareed-o-farokht bilkul band karwa di thi
3- Jis ne aik aisi university qaim karwai thi jahan deeni aur duniyawi aloom deay jatay thaay
4- Jis ne Panchayyat system qaim kia
5- Jis ne kisano ko Zalim Jageerdaron se zameen dilwai
6- Jis na aisay banks qaim keay jahan gareeb kisano aur tajiron ko qarzay deay jatay thaay
7- Jis ne ghari sazi, aslah sazi aur jawahir tarashi ke karkhanay qaim keay
8- Jo jahazon ke naqshay khud tayyar kia karta thaa
Kia aap is Azeem Insan ka naam guess kar saktay hain ?
Last edited by a moderator: