I do think at time k kya waqai hum woh saza jhail bhe payeen gay jis kisam k gunnah hum ker rahey hain ... ruler ko gali dena tou apni jagah lakin hum sab k hath ka neecha bhe kuch logh kya hum un sai insaaf ker pa rahey hain ... bus ka Allah pak humain dil ki narmi aata karey aur muaf karey humari khataon k leya .. aamen