Bajrangi Bhai Jan Ke Rang : Dr Lal Khan

Kavalier

Chief Minister (5k+ posts)
x12013_22173804.jpg.pagespeed.ic.8FRoMJ9CZz.jpg
 
Last edited by a moderator:

Afaq Chaudhry

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Bajrangi k rang : Dr Lal Khan

لال خان صاحب ،ایک ہی سانس میں پاکستانی اور ہندوستانی معاشرے کے بارے میں لال ہونے کی ضرورت نہیں تھی ، ورنہ اگر کچھ نہ ہوتا تو آج پاکستان کا وجود نہ ہوتا ، آپ ابھی تک سرخ ڈولی کی بانسری بجا رہے ہیں جس کو چالیس سال پہلےافغانوں نے ماسکو میں دفن کر دیا تھا اور جس کا آپ کو غم کھائے جا رہا ہے ، جس فلم کا پیغام آپ سنا رہے ہیں ، یہ انسانیت کا درس ہم سب کے آقا محمّد
pbuh آج سے چودہ سال پہلے دے گئے ہیں، اس کو پھر تھام لیں ، حل موجود ہیں ، ذہنی انحطا ط نے سوچ کو مفلوج کر دیا ہے ،پھر اس کا نتیجہ اس طرح کے کالم ہوتے ہیں
 
A.G.Uddin

Minister (2k+ posts)
Re: Bajrangi k rang : Dr Lal Khan

Lal Khan is one of the most dedicated Marxist or Socialist in our media who doesn't get that much exposure. His analysis about the labor and poor classes of the whole planet is really superb.
 
iltaf

koi to h jo is capitalist society ko challenge krta h. Lal khan ko waqi me media expose ni milta, usy coverage deni chaheye taky zyada log lal khan ka msg jaan saken
 
Kavalier

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Bajrangi k rang : Dr Lal Khan

Ch Saab , hamaray Aaqa pbuh aur deen ki hi taleem hay k achi baat jahan say milay usay lay lo aur to be honest Islam say bara koi socialist system bhi nahi hay agar aap samaj sakayn..... Abhi uski implementation kesi ki jati hay, yeh debatable hay....

Baqi lal Khan saab acha likhtay hayn aur unkay moaqqaf ki respect karni chayey....

لال خان صاحب ،ایک ہی سانس میں پاکستانی اور ہندوستانی معاشرے کے بارے میں لال ہونے کی ضرورت نہیں تھی ، ورنہ اگر کچھ نہ ہوتا تو آج پاکستان کا وجود نہ ہوتا ، آپ ابھی تک سرخ ڈولی کی بانسری بجا رہے ہیں جس کو چالیس سال پہلےافغانوں نے ماسکو میں دفن کر دیا تھا اور جس کا آپ کو غم کھائے جا رہا ہے ، جس فلم کا پیغام آپ سنا رہے ہیں ، یہ انسانیت کا درس ہم سب کے آقا محمّد
pbuh آج سے چودہ سال پہلے دے گئے ہیں، اس کو پھر تھام لیں ، حل موجود ہیں ، ذہنی انحطا ط نے سوچ کو مفلوج کر دیا ہے ،پھر اس کا نتیجہ اس طرح کے کالم ہوتے ہیں
 
Afaq Chaudhry

Chief Minister (5k+ posts)

مجھے ان سے ذاتی طور پر کوئی مسئلہ نہیں ، میرا خیال ہے وہ اس وقت پاکستان میں واحد ایسی آواز ہوں گے ، لیکن سوال یہ ہے کہ جب اسلامی نظام کو سب سے بڑا سوشل یا سماجی نظام مانتے ہیں تو پھر اس کا نام لینے میں کیا شرمندگی ؟؟؟؟؟ لال خان صاحب کا کالم میں ضرور پڑھتا ہوں ، لیکن اپنے دین سے بیزاری کا اظہار وہ نہ کریں تو ان کا بھی گزارا نہیں ، ایک نظام دنیا میں ناکام ہو گیا ،بلکہ دفن ہو گیا ، اب لکیر کو پیٹنا اور مسلسل پیٹنا ،،،،کیا معنی رکھتا ہے ، اسلام ہر قسم کی شدت پسندی کے خلاف ہے ، لکین آپ نے اکثر غور کیا ہوگا ، جس کو غصہ نکالنا ہو اور اسلام کی ذمہ داریوں سے جان چھڑانا ہو وہ عجیب قسم کے دلائل دیتے ہیں ، اسلام جب نظام حیات ہے ، نفاذ کریں گے تو پتہ بھی چل جائے گا ، اسلام کہتا ہے انصاف دو، کون روکتا ہے ؟؟؟؟اسلام کہتا ہے کہ لوگوں کے حقوق پورے کرو، کون روکتا ہے ؟؟؟ اسلام کہتا ہے کہ سود سے پاک کاروبار کرو ، کس کو تکلیف ہے ؟؟؟ اسلام کہتا ہے نماز و زکات کا نظام قائم کرو ،کون روکتا ہے ؟؟؟؟ کوئی ان کاموں سے نہیں روکتا ،،،،،،،،،پھر بحث کسی ؟؟ سید مودودی نے آج سے ساٹھ سال پہلے کہ دیا تھا کہ کیمونزم اور سوشلزم کو ماسکو میں پناہ نہیں ملے گی اور سرمایہ دارانہ نظام لرزہ براندام ہوگا ،ایک ختم دوسرا لرز رہا ہے ، نجات صرف اسلام میں ہے جو الله کا دیا ہوا ہے ، جس انسان کو الله نے پیدا کیا وہ جب الله کے مقابلے میں نظام لاتا ہے تو یہ ہی فرار ہے ، باطل ہے
[MENTION=12222]Kavalier[/MENTION]

expat_loyal

Councller (250+ posts)
WHOEVER WATCHING INDIAN MOVIE IS ACTUALLY FUNDING THEIR TERRORISM CAMPAIGN AGAINST PAKISTAN...........Remember.
CJJXwJtVEAAqcPr.jpg
 
Kavalier

Chief Minister (5k+ posts)
Oh bus karo yar yeh BS...... Jo qoumayn peechay hoti hayn wo har medan mayn peechay rehti hayn aur phir aisay bahanay dhondti hayn.... Jitna roko gay itna log dekhayn gay... best yeh hay k muqabla karo, logon ko alternative do, kha makha ki sasti jazbatiyat say kuch hasil nhi, ultalogon ki curiosity barhay gi....

Ch saab, Lal khan nay kabhi yeh tou nhi likha k Islam ka nizam nahi hona chayey, mayn bhi koi zati tor par unka koi bara ya diehard fan nahi hoon, kabhi kabhi parh leta hoon, lakin agar wo aik achi baa arty hayn tou hum kiyon kuwayen kay mandik ki trha apnay aap ko kisi bhi kisam k afqar ko band kar layn.... Islam best hay, mana lakin best honay k bawajood aaj tak kisi nay iski practical example nhi banai.. Mazrat k sath iskay zimmaydar bhi zyada tar wo hi log aur parties hayn jonhon nay waqt ki zaroorat ko samjnay ki bjaye daqyanoosi baatayn ki. Islam agar hamesha k liye hay tou lazmi tour pay aik mutahaarak system hoga, lakin humnay isko jamood ka shikar kardiya, jesay k abhi ham behas karrhay hayn halankay ismayn behas ki koi itni gunjaish hi nahi ...

مجھے ان سے ذاتی طور پر کوئی مسئلہ نہیں ، میرا خیال ہے وہ اس وقت پاکستان میں واحد ایسی آواز ہوں گے ، لیکن سوال یہ ہے کہ جب اسلامی نظام کو سب سے بڑا سوشل یا سماجی نظام مانتے ہیں تو پھر اس کا نام لینے میں کیا شرمندگی ؟؟؟؟؟ لال خان صاحب کا کالم میں ضرور پڑھتا ہوں ، لیکن اپنے دین سے بیزاری کا اظہار وہ نہ کریں تو ان کا بھی گزارا نہیں ، ایک نظام دنیا میں ناکام ہو گیا ،بلکہ دفن ہو گیا ، اب لکیر کو پیٹنا اور مسلسل پیٹنا ،،،،کیا معنی رکھتا ہے ، اسلام ہر قسم کی شدت پسندی کے خلاف ہے ، لکین آپ نے اکثر غور کیا ہوگا ، جس کو غصہ نکالنا ہو اور اسلام کی ذمہ داریوں سے جان چھڑانا ہو وہ عجیب قسم کے دلائل دیتے ہیں ، اسلام جب نظام حیات ہے ، نفاذ کریں گے تو پتہ بھی چل جائے گا ، اسلام کہتا ہے انصاف دو، کون روکتا ہے ؟؟؟؟اسلام کہتا ہے کہ لوگوں کے حقوق پورے کرو، کون روکتا ہے ؟؟؟ اسلام کہتا ہے کہ سود سے پاک کاروبار کرو ، کس کو تکلیف ہے ؟؟؟ اسلام کہتا ہے نماز و زکات کا نظام قائم کرو ،کون روکتا ہے ؟؟؟؟ کوئی ان کاموں سے نہیں روکتا ،،،،،،،،،پھر بحث کسی ؟؟ سید مودودی نے آج سے ساٹھ سال پہلے کہ دیا تھا کہ کیمونزم اور سوشلزم کو ماسکو میں پناہ نہیں ملے گی اور سرمایہ دارانہ نظام لرزہ براندام ہوگا ،ایک ختم دوسرا لرز رہا ہے ، نجات صرف اسلام میں ہے جو الله کا دیا ہوا ہے ، جس انسان کو الله نے پیدا کیا وہ جب الله کے مقابلے میں نظام لاتا ہے تو یہ ہی فرار ہے ، باطل ہے
@Kavalier

Afaq Chaudhry

Chief Minister (5k+ posts)
Ch saab, Lal khan nay kabhi yeh tou nhi likha k Islam ka nizam nahi hona chayey, mayn bhi koi zati tor par unka koi bara ya diehard fan nahi hoon, kabhi kabhi parh leta hoon, lakin agar wo aik achi baa arty hayn tou hum kiyon kuwayen kay mandik ki trha apnay aap ko kisi bhi kisam k afqar ko band kar layn.... Islam best hay, mana lakin best honay k bawajood aaj tak kisi nay iski practical example nhi banai.. Mazrat k sath iskay zimmaydar bhi zyada tar wo hi log aur parties hayn jonhon nay waqt ki zaroorat ko samjnay ki bjaye daqyanoosi baatayn ki. Islam agar hamesha k liye hay tou lazmi tour pay aik mutahaarak system hoga, lakin humnay isko jamood ka shikar kardiya, jesay k abhi ham behas karrhay hayn halankay ismayn behas ki koi itni gunjaish hi nahi ...

اسلام متحرک ہے اس لئے اس کا وجود دنیا میں ہے ، اسلام میں تو پھر یہ ہے یا تو مانیں یا انکار کر دیں، تیسرا راستہ اگر ہے تو آپ بتائیں ؟ کیا قران اور سنّت ایک مسلمان کی رہنمائی کے لئے کافی نہیں ؟؟؟ کافی ہیں ، لیکن اسلام آپ کو ترقی سے نہیں روکتا ، اگر ایسا ہوتا تو جدید جمہوریت یا سوشلزم جس کا وجود صرف ٧٠ سال تک رہا ، ختم نہ ہوتے
ثابت یہ ہوتا ہے کہ فطرت کے اصول ابدی ہوتے ہیں اور اسلام دین فطرت بھی اسی لئے ہے ، اب بیج کے راستوں کی تلاش وہ کرتا ہے جس کو کوئی راستہ نظر نہیں آتا
اسلامی نظام کی مثال مجھے اور آپ کو اس لئے نظر نہیں آتی کیوں کہ ہم اس کے چاہنے والے ہی نہیں ، اور یہ ہی وجہ ہے کہ اسلامی نظام کی بات کریں تو لوگ سمجھتے ہیں کہ بھائی سب ہی تو مسلمان ہیں ، نماز ، زکات ، حج روزہ تو کرتے ہیں ، خیرات بھی کرتے ہیں اور کس چیز کا نام اسلامی نظام ہے ، یہ سوچ ہے ، اور یہ سوچ اس غلامی کا اثر ہے جس کا شکار قوم رہی ہے ، وہ لوگ تو ہمارے لئے مثال ہیں جو ١٠٠ سال سے جدیدیت کا درس دیتے ہیں اور جس سے دنیا متاثر ہے لیکن اس نظام سے فرار چاہتی ہے جو ١٤٠٠ سے جدید ہے لیکن ہم نے اپنے اعمال کی وجہ سے اس کو قدیم سمجھتے ہیں
پاکستان میں آج تک کسی اسلامی جماعت کا کامیاب نہ ہونا اس کی ایک مثال ہے ، عوام کی سوچ جس کا میں نے ذکر کیا ہے ، اس سے نکلنے کے لئے قوم کا تعلیم یافتہ ہونا اور احساس کمتری سے نکلنا ہے ، ورنہ یہ سلسلے تو چلتے ہی رہے گے اور پاکستانی کیا پوری امّت اسی زوال کا شکار رہے گی
 
Kavalier

Chief Minister (5k+ posts)
Ch saab, apki har har baat say mukammal ittefaq hay jo apnay Islam aur islami nizam k baray mayn bayan ki. Baqi jo mayn nay pichlli post mayn kaha hay apnay usi ka saboot day diya yeh kah kar k ya manayn ya inkar kardayn. Janab Ch saab, kiya Islam ko apnay zamany k mutabiq interpretation dena Islam say inkar hay? Quran ti khud kai jaga kehta hay k FIQAR karo, wo fiqar kiya hay?

Baqi apnay abhi tak islam k practical implementation ki misal nahi di. App khud keh rehay hayn k log islami jammat ko vote nhi detay , to ghor karayn na k kiya aisi kami hay k log door hayn. Mayn bhi unmayn say hi aik hoon, jo Islami jammat ko to acha jaantay hayn lakin kabhi unko vote nhi detay. WAJA: Kisi deeni jammat nay ajtak mujhy koi system based manshoor nhi diya, deni jammaton k leaders ki tarjeehat aur bayan parh k sharam aati hay. Inmayn koi aik bhi to MISAL nahi hay jjisko hum follow karsakyn. Inmayn kon hay to muhabbat ka dars deta hay? Sab nay apni apni derh aaint ki masjid banai hoi hay to aik mohtadil musalman ko inmayn koi aisi attraction nazar nahi aati k inko kamyab karay.

Moatadil musalmaan kia hota he ??? ye aap ko andaza hoga mujeh to sirif musalmaan ki samajh aati he.

Islam ne kabhi tehqeeq se nahi roka........koi hawalah agar aisi baat hooti to aaj tak hamare paas islam ki taalemmat hi nah phonch sakteen.

Teesri bbat main ne ye kaha tha loog islami jamatoon ko vote nahi dete....us lie keh un ki deen ke baare main samajh hi itni he, ye hi main ne pehli post main zikr kia tha.

Chothi baat practical..............ye kese hoga ?? Aieen 1973 Allah ki hakmiat ka kehta he our hakomat ko paband kerta he keh qanoon nafiz kere,,,,aaj aelaan ker dain keh jurm ki saza Islami qanoon ke mutabiq hogi, insaf islam ke mutabiq hoga, taleem aik jesi hogi, ameer ghreeb aik idaroon main taleem hasil karain ge, quraan our sunnat taleemi idaroon main lazmi hoga, firqa wariat ko roka jaaie ga,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,un main aisi koun se baat he jis ka nafaz muskil he ?

Wese Islam ke nam per aik hawa bana dia gia he,,,,,,,,,,ye baat he to loog masjid namaz ke lie kuion jaate hain, roza haj kuion kerte hain, khairaat our zakat kuion dete hain ? ye sub us lie keh ye us ko deen ki taleemaat ka hisa samjhte hain..............laiken sath hi aap un ko ye keh dain keh bhai bank main aap ka jo paisa he us per sood lagta he jo haram he ......laiken bare shoq se khata he....sath dalaieel deta he....ye adhoora islam he , marzi ka islam he...khawaheshaat ka islam he............

Aisa islam jo sirif sawab ka islam he .....Allah ko pasand nahi........Quraan main Allah kehta he ke "islam main poore ke poore dakhil ho jaao" aap bataie kese hoon ge ? poore per amal kerke ya adhoore per amal kerke ?

Ye sadion se musalmaan qoum wasaiel ke bawjood, abaadi ke bawjood, itne mulkoon ke bawjood be wuqat he to amal nah kerne ki wajah se he.

Allah jub chahta he doosri qoum ko le aata he phir ye nahi dekhta ke woh musalmaan hain ya nahi....................aap angraizoon ke hindustaan aane ke baare main sooch lain.......kia musalmaan hukamraan nahi the ? kitne hazaar angraizoon ne 100 saal se ziadah hakomat ki ? chand hazar ne,,,qoumoon ki be wuqaati ka andaza aap laga sakte hain.

Musalmanoon ke masaaiel ka haal ye hi he keh woh apis main mutahid hoon, firqa wariat our nafrat se jaan churaieen, Khas toor per pakistan main firqa wariat bht he......dosri baat un khandani siasi mafia se jaan churaaieen, phir qoum us qaabil hogi keh woh drust loogoon ka intekahaab ker sakain.

Kavalier

Chief Minister (5k+ posts)
Sir apki har baat sir ankhon pay aur mun-o-ann tasleem hay lakin app kisi waja say confise karrhay hayn topic ko.

Islam nay tehqeeq say nahi roka yehi to mayn nay likha tha k Islam Ghor karnay pay zor deta hay na k daqyanosi khayalat pay, issi trha yeh mutahharik reh sakta hay.

Islam to best hay , sab mantay hayn , najanay ap yeh tassur kiyon day rehay hayn k i am wriiting against Islam or Islamic system. App asal baat ki taraf aayen k hamaray ajj kay islami ulema aur parties kiyon nakaam hayn? Kharabi deen mayn nahi, deen k thekaydaro mayn hay. Aaj agar mayn kuch khul k poochna chahoon to yeh thekedar najany mujhy kiya kuch kehna start kar dayn gay, yani yeh chahtay hay k soch k darwazay hi band hojayen, tou phir tehqeeq kesay hogi, koi sachai ko kesay payega.

Allah nay har cheez ki zid (jora) peda kiya hay, lehaza jab tak aap ghalat ka idrak nhi rakhay gay, sachai bhi nahi jan sakayn gay, lakin hamaray molana hazraat aur parties khud ko hi islam samajtay hayn, phir sonay pay sihaga usay defend bhi nahi krna aata. Economics ka koi system na day paye na hi koi social system.

Apnay jo 73 k aaen ka example diya hay, mayn ussay mutafiq hon lakin yeh kya hay sab?? Yeh sab SOCIALISM hay. Islam socialism ka sab say bara advocate hay lakin hamaray mullah hazraat aur deeni parties ko terminology ki samj nhi hay aur sirf Ameerica ka parhaya hoa sabq ki waja say socialism ko kufr kehdiya. Agreed k russian socialism koi perfect nahi tha lakin aik kohsish to thi sahi direction mayn. Agar gair janibdar hokay socha jaye to Russi socialism ham sa zyada qareeb hay bajaye Amreeki capitalism kay lakin hamari deeni jamaaton ko tab dollars arehay thay, riyal arehay thay to capitalism theek tha aur socialism kufar.

Ch saab please kabhi socialism ko parhyega ya tehqeeq kijyega k russia mayn system kesay chal raha tha ,phir batayega k uski kharabi kiya theen.

Moatadil musalmaan kia hota he ??? ye aap ko andaza hoga mujeh to sirif musalmaan ki samajh aati he.

Islam ne kabhi tehqeeq se nahi roka........koi hawalah agar aisi baat hooti to aaj tak hamare paas islam ki taalemmat hi nah phonch sakteen.

Teesri bbat main ne ye kaha tha loog islami jamatoon ko vote nahi dete....us lie keh un ki deen ke baare main samajh hi itni he, ye hi main ne pehli post main zikr kia tha.

Chothi baat practical..............ye kese hoga ?? Aieen 1973 Allah ki hakmiat ka kehta he our hakomat ko paband kerta he keh qanoon nafiz kere,,,,aaj aelaan ker dain keh jurm ki saza Islami qanoon ke mutabiq hogi, insaf islam ke mutabiq hoga, taleem aik jesi hogi, ameer ghreeb aik idaroon main taleem hasil karain ge, quraan our sunnat taleemi idaroon main lazmi hoga, firqa wariat ko roka jaaie ga,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,un main aisi koun se baat he jis ka nafaz muskil he ?

Wese Islam ke nam per aik hawa bana dia gia he,,,,,,,,,,ye baat he to loog masjid namaz ke lie kuion jaate hain, roza haj kuion kerte hain, khairaat our zakat kuion dete hain ? ye sub us lie keh ye us ko deen ki taleemaat ka hisa samjhte hain..............laiken sath hi aap un ko ye keh dain keh bhai bank main aap ka jo paisa he us per sood lagta he jo haram he ......laiken bare shoq se khata he....sath dalaieel deta he....ye adhoora islam he , marzi ka islam he...khawaheshaat ka islam he............

Aisa islam jo sirif sawab ka islam he .....Allah ko pasand nahi........Quraan main Allah kehta he ke "islam main poore ke poore dakhil ho jaao" aap bataie kese hoon ge ? poore per amal kerke ya adhoore per amal kerke ?

Ye sadion se musalmaan qoum wasaiel ke bawjood, abaadi ke bawjood, itne mulkoon ke bawjood be wuqat he to amal nah kerne ki wajah se he.

Allah jub chahta he doosri qoum ko le aata he phir ye nahi dekhta ke woh musalmaan hain ya nahi....................aap angraizoon ke hindustaan aane ke baare main sooch lain.......kia musalmaan hukamraan nahi the ? kitne hazaar angraizoon ne 100 saal se ziadah hakomat ki ? chand hazar ne,,,qoumoon ki be wuqaati ka andaza aap laga sakte hain.

Musalmanoon ke masaaiel ka haal ye hi he keh woh apis main mutahid hoon, firqa wariat our nafrat se jaan churaieen, Khas toor per pakistan main firqa wariat bht he......dosri baat un khandani siasi mafia se jaan churaaieen, phir qoum us qaabil hogi keh woh drust loogoon ka intekahaab ker sakain.

A.G.Uddin

Minister (2k+ posts)
Re: Bajrangi k rang : Dr Lal Khan

koi to h jo is capitalist society ko challenge krta h. Lal khan ko waqi me media expose ni milta, usy coverage deni chaheye taky zyada log lal khan ka msg jaan saken

Media bhale kyun usse zyada exposure dega when it itself is controlled by elite, corporate and capitalist lobbies? It's quite funny when all these channels including American ones celebrate May 1 as The Labour Day. Do they even know about the history or background of that occasion ? I bet they won't share what Karl Marx used to say about the capitalist culture and how they control cum manipulate masses. So, likes of Lal Khan would not get proper exposure in mainstream media anywhere on the planet after the end of Cold War. After all , why would these corporate outlets expose their owners and feeders ? I still have writing by Marx from my college days in my room, and all his predictions about the global capitalism is pretty much authentic.

One more thing......since you are also a fan/supporter of Imran Khan and PTI, I would like to share the fact that Lal Khan has shown his disagreements with PTI too. However his critique or differences are purely based on ideological and socioeconomic differences and I respect it. His way of analyzing PTI and its politics is anything but yellow journalism.
 
A.G.Uddin

Minister (2k+ posts)
[MENTION=12222]Kavalier[/MENTION]!

Yaar Jamatis say aap argument kyun karrahe ho? Inki ideology aur knowledge about history sabse juda hay. Yeh Osama Bin Laden ke posters bhi uthate hain aur Ayatoullah Khomeini ke bhi , Hafiz Saeed ke saath bhi screen share kareinge aur Ahmed Ludhianvi ke saath bhi. Baqi kabhi kabhar JUP ke saath milker Barelvi school ke masses ko bhi aik grand team bhi layleinge MMA bunaker. Yaani time time per Shia bhi khush,Sunni bhi khush, Deobandi say bhi dosti, Salafi say bhi yarana aur Barelvi ke saath bhi bhaichara. Inse poocho key Zulfiqar Ali Bhutto ko kisne backstab kiya tha aur Zia ul Haq jaise ki government may inhein kitna khaane ko mila?

Baqi 1980s may Socialists aur Communists aur Red thinkers per ye criticize karte thay aur USA say $$$ laylay ker "Jihad" kiya Afghanistan may jaker. Us time per Left wing ya phir Marxist/Communist/Socialist thinkers ko state nay arrest, execute ya suppress kiye rakha time time per. Us time ye taqat aur backup ke nashe may mast thay. Ye kabhi one on one debate nahi karsakte. They always need a power of harassment , violence, deception or terror in order to prove their point.
 
expat_loyal

Councller (250+ posts)
Oh bus karo yar yeh BS...... Jo qoumayn peechay hoti hayn wo har medan mayn peechay rehti hayn aur phir aisay bahanay dhondti hayn.... Jitna roko gay itna log dekhayn gay... best yeh hay k muqabla karo, logon ko alternative do, kha makha ki sasti jazbatiyat say kuch hasil nhi, ultalogon ki curiosity barhay gi....

Haan tu pehle pirated indian CD dekhne say kia maut aarahi the jo ab cinema Ka ticket Kharid Kar dusman mulk ko faida ponhchana zaroori hey.............
 
iltaf

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Bajrangi k rang : Dr Lal Khan

Media bhale kyun usse zyada exposure dega when it itself is controlled by elite, corporate and capitalist lobbies? It's quite funny when all these channels including American ones celebrate May 1 as The Labour Day. Do they even know about the history or background of that occasion ? I bet they won't share what Karl Marx used to say about the capitalist culture and how they control cum manipulate masses. So, likes of Lal Khan would not get proper exposure in mainstream media anywhere on the planet after the end of Cold War. After all , why would these corporate outlets expose their owners and feeders ? I still have writing by Marx from my college days in my room, and all his predictions about the global capitalism is pretty much authentic.

One more thing......since you are also a fan/supporter of Imran Khan and PTI, I would like to share the fact that Lal Khan has shown his disagreements with PTI too. However his critique or differences are purely based on ideological and socioeconomic differences and I respect it. His way of analyzing PTI and its politics is anything but yellow journalism.

Yeah I know Lal Khan's analysis of PTI and I respect it too. I have my own opinion and that is our people are unaware of both capitalism and socialism. Education is quite necessary or at least awareness of economic system is necessary in Pakistani nation. I assume that parties like PTI will bridge da gap of awareness of our people. At least in the current options, PTI is a reasonable choice but indeed the best solution to the current economic turmoil is socialism and communism.
 
Kavalier

Chief Minister (5k+ posts)
Yar do you really think k cinema aur pirated CD ka experience aik jesa hota hay??

Secondly, tumhyn india ko jaty howe kuch lakh ya crore to nazar arehay hayn lakin jo local cinema industry revive horehi hay, rozgar chalnay laga hay , logon ko aik social activity mil rehi hay, thora outing ka moqa mil raha hay iss ghuttay howe zamany mayn, wo sab nazar nhi ayega...