Agar koi soch raha hy kah Ayan Ali ke Zamanat Kharaj ho jay ge to apna dil he jalana hy us ny ayesa kuch nai hony vala
Agar koi soch raha hy kah uss par fard e jurm lag jay ge to bhe apna dil he jala raha hy ayesa ho ga kuch nai...
Abhi chunkaah loha garam hy, to vajbi se karvai kar ky 1 mahiny ke tareekh dy de jay ge...
Munasaf halat main case kharaj kar dia jay ga thora sa muk muka kar ky...
Mashvara yeh, khabrien sunty raho, koi aas na lagao iss Baigharat Adalat sy... verna khud apny aap ko he saza dainy vali baat hy... wo dono parties to ayashi main hain...