Nawaz Sharif kai Akal sai Paidal supporters sai maira aik masoomana sawal, chalo farz kiya Imran Khan ko ISI aur Pakistan army support kar bhi rahi hai to phir bhi woh nawaz sharif sai acha hai kyoon kai Nawaz sharif kai peechai to India aur US ki support hai, to khud he bataoo kaun acha ? Jis ko apnai log aur fauj support karai yeh jis ko humarai dushman ?