kmal hy, koi b nhe aya, me to smha k is thread pr sita white ke bhaiyo ne toofan e batameezi berpa kiya ho ga, wo to asy ghayb hy jsy zardari k sir se seeng
Ranjha Sahab k baray main suna hai k jis shadi haal main in ki shadi hue us k Malik ko b bakaya raqam ko adaigi nahi ki in saab nay ulta us ko dhamkian di k khana aur intazamaat achay nahi thay... ha ha ha ha ye in logo ki ikhlakiat hai