Altaf Hussain Bollywood Debut ALi Leaks presents !!! Watch and Judge

SMAAS

Senator (1k+ posts)
Suna hai bahi ko cancer hai, bhi logoun ka bara bhi ajj kal zindagi ki duaein mang raha hai, lakin mushkil hai. Uper janey ka time nazdeek hai bhi ka.
 

Niazi Hawk

Minister (2k+ posts)
Suna hai bahi ko cancer hai, bhi logoun ka bara bhi ajj kal zindagi ki duaein mang raha hai, lakin mushkil hai. Uper janey ka time nazdeek hai bhi ka.
liver cancer hai tafu ko........sharab lgta hai bahi tika ky peeta hai.............
 

ranaji

(50k+ posts) بابائے فورم
Suna hai bahi ko cancer hai, bhi logoun ka bara bhi ajj kal zindagi ki duaein mang raha hai, lakin mushkil hai. Uper janey ka time nazdeek hai bhi ka.
waisay to kisi ke marney ki na hi duwa karni chahi a naa arzoo,, laiken agarr altaf ke marney saay hazaron log marney saay bach saktey hain to Allah ................................................
 

SMAAS

Senator (1k+ posts)
Na murney ki dua na mungey per jub tafu ***** urf bhi ka naam ata hai tou sare dhare ho jatay hein. Keun k naam he asia hai.
 

SMAAS

Senator (1k+ posts)
liver cancer hai tafu ko........sharab lgta hai bahi tika ky peeta hai.............

bhi ne tou latein chuki howi hein suppliers ki, bhi ne proxy rukhey howein hein is kaam k liye ta kay baaat bahir na ae. Bahi hur kaam mein hosheyari dekhta hai abb dekhetain hein k bahi kia kre ga.
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
yeh marr bhi gaya to kuch farq nahi pare ga

is k baad bhi MQM wohi kuch kare gi jo woh aaj tak karti aai hai
 

Back
Top