Pakistan main inqlaab ka aik daromadar asghar khan case per mohet hai jab tak yeh case nahi khulta
corruption ke ajdahaoon se inqlaab tu dur azadi lena bhi mushkil hai yeh case kai saloon se supreem
court ke laparvahi ka sabab bana hoa hai aaj bhi suprem court iss case per apne uper kamoshi ka jaal
phailae hoe hai kyunke iss ka takarur sabik CJ iftakhar chaudhry ne kia jiska bandha 2013 ke jali election
main phut chuka hai ilavaazin maujooda CJ nasir ul mulk bhi hakoomti mafadat ke sarprast e alla hain iss
case per action lene ka sairah sirf sabik CJ sajad ali shah ko jata hai jo us waqat corrupt siasat danon ko
article 6 ke thet saza daine per final line draw per chuke thee per afsos ke sath kehna partha hai ke uss
mulk e pakistan main jo bhi corrupt siasat danon per baat kerta hai uska mun band ker dia jata hai aur
suprem court per hamla kiss kiss ko yad nahi pur aman inqlab ke liya pakistan kai saloon se intazar ker
raha hai per woh azad election commission ke vaja se hi ho sakta hai laiken maujooda jali parliment yeh nahi hone de gi uss ke liya sirf doo jamatoon ke loogon ka niklna kafi nahi bulke pakistan ke har tabke ki awam ko bahir niklna hoga kunke inn corrupt siasatdano nae pakistan ke har institution ko jaam ker ke uske jaroon per bihanak zarab lagai hai