Ab To Tawaif Bhi Khalis Nahi By Abdul Qadir Hassan.

canadian

Chief Minister (5k+ posts)
1101299544-1.jpg



1101299544-2.gif
 

zeshaan

Chief Minister (5k+ posts)
Abdulqadir sahib,
Aik aam admee kee too himmat hee naheen hoti keh woh aisa kaam karay,YEH SABB bararay baray badmuaashoon ka kaam hay,jinhain hamm kuch aoor AAp kuch aoor kehtay hain,WAZEER,MUSHEER,MNA,MPA,AOOR IN KAY PALTOO ******,

SADARTI MAHAL AOOR WAZEER E AAZM KAA MAHAL BHEE ISSE MAIN SHANIL HAY,jahan yeh K..... bay hisab paida hotay hain.
 

Bombaybuz

Minister (2k+ posts)
Main is ka qasoor war sirf aur sirf awam ko samajhta hoon, humain kiyon bataya jata hai ka ya hona chaheya woh hona chaheya ... kya meray gher k baray main bhe koe aur aa k batata hai k main apney bachey ko kiss scholl main dalon? ya ka luncha ya dinner main kya baney ga aaj k jung ki head line hai ka jee "KESI BAA ASAR SHAKS KO RELIEF DENEY K LEYA INSAAF PAY SAMJHOTA NA KEYA JAYEE CJ" ya kya mazak hai humaray saath ??? CJ ney khud jab ya kaam karna hai tou kah kiss sai raheey hain ??? tou ya he hota rahey ga ... ho he nahi sakta k mujha kharish ho aur kesi aur ko pata ho k kahan khujana hai ... jab main apney jayaz kaam k leya riswat deta hon tou phir main make sure karta hoon k mujha yoon he lines main zaleel keya jata rahey ga ... aab aap kahoo gey ka education hogi, sense hoga tab ya hoga woh hoga ... kya uneducated k gher nahi chaltey kya woh lunch dinenr nahi banatey kya un k bachey nahi jatey school, kiyon ager mera jayyaz kaam bhe koe ker dey tou main us ko thanks k haar pahna raha hota hoon ?? haq magney sai milay ga ... fauj asmaan sai nahi ateee power main majlees a shuru sai IJI aur Q league tak sab main siasatdan he they jihon ney allaow keya aik dictator ko rule karna ... aur in he sab ko hum us ka baad aur 2 bar elect ker chukey hain phir bhe doosh unko he datey hain.
 

Muhammad Ilyas Khan

Siasat.pk - Blogger
This write-up is an indication of his confused mind. What the hell have 'poor tawaaifs' to do with what he wants to say? 'Teesri jins' is from NATURE isn't it? Are they not humans and have the right to take part in the affairs of the country? Is it only the right of ideologues like Mr Abdul Qadir Hasan to be the citizen of this country? When will our ideologues grow up?