sheikh jesa besharam admi bhi dunya main kam aya ho ga itna beigherat aur ghatiya shaks koi nahin ho sakta pahle yeah nawaz ko pappiyan karta tha an niazi ki goud main hai
Yeh hai woh attitude ... jis se mulk tootaa karte hain ... jub ek Baloch ne Shahbaz Shareef se sawaal kia keh CPEC main saara shor Gwader main tarraqi ka hai ... Sir, Gwader main sub waisa hi hai lekin CPEC ki saari tarraqi ke samaraat to Lahore main nazar aate hain ... Aalijah, Naib Amir ul Momineen Shahbaz shareef ne ek zordaar qehqaha lagaaya...
All is on record ...