o bhai Drama baazi khatam ho chukki , abb kisi mardd ke bachay ko aanay do jo nooray button ki corruption bachanay ki bajaiy mulkk bachanay kaa kaam kraay yeh to teen saal corruption bachanay aur nooray button ko bachanay mai lagga raha ,KPK , balochistan aur Sind mai corruption ke khilaf action Punjab mai AMB ha ha ha kaash COAS koi pathan hota to Punjab mai bhi operation hota ho sakta hai mojooda Punjabi generals mai bhi koi mardd kaa bacha nikkal aa a aur Punjabi naa ho aur Pakistani ho ,Corruption khatam karnay kaa mutlab jamhooriat nahi aggar KPK , Sind aur Balochistan mai corruption parr koi crack down huwa to kiya wahan Jamhooriat khatam ho gai ?? Gamon majhon ki logic hai yeh ke aggar corruption khatam karnay ki koshish ki to jamhooriat ko khatra hai :lol: