Hum parh latey hain ... baat dil pay utarti hai, aqal saach ki gawahi dey rahe hote hai ... Malik a Beniyaz ka shuker bhe kartey hain aur msg pochaney walay ki daad o tahseen phir kiyon aasa hota hai jab duniya ka kesi muamley main is sab pay amal ka waqt aata hai tou humara tarz a amal kuch aur ki rung paish ker raha hota hai ... Bus ka woh PAK ZAAT is PAK KALAM ko humari zindagi ka hisaa bhe bana dey ... ka is test main kaheen grace marks ki dey day... jahan kaheen apney kuuuttey rakhey hoon wahan bhe rakh dey aik faqat apni nisbat k sath tou bari kamiyabi samjhoon.