ppp aur pmln ka yehi haal he................ jistarah is bandar k haath main gun aa gai aur is ne inki gun in pe hi istemaal ki bilkul isi tarah inke haath main mulk ki taqdeer nahin di ja sakti.... ye log ekhtiyaraat ko Pakistan ke khilaaf hi istemaal kartey hain............. Allah Pakistan ko apni Hifz o Amaan main rakhey...aur Pakistan ke dushmano ko dunya aur aakhirat main tabah o barbaad karey........ Aameen...................