JIT will only investigate NS, so burden of proof is on them not on PTI. This means, we can not say that PTI could not provide evidences. That is no more a question.
hahaha kuch nahen hona 60 din main bhi
JIT 60 din baad mazeed 60 days maang legi aur yeh manhoos court aur us ke Judges phir se 60 days de dainge. PM upper betha ahi
investigation kaise hogi hahaahhahahahah aur simple saaf clear cut the doubt ka benefit banta hi nahen th a
3 din peleh Americans aai the aur itna delay kerne ka yehi matlab hai ke saare hi judges ne zaberdast maal baniya hai
2 ne ikhtelafi note likh diya to kiya howa woh to likhna hi tha because awam un ko maar deti aur simple sa aisa kama kiya giya hai ke saanp bhi mar giya aur lathi bhi nahen tooti wow
what a vertict by this supreme court
pakistaniyon ka paisa aur waqt berbad
but anyway yeh qaom hai hi iis qabil yehi hona chayye iin logon ke saath
hum log deserve hi nahen kerte pata nahen itni loot maar aur itne high level ki coruption ke baad bhi yeh mulk kaise qayem hai totally unbeleiveable