کیسےپتہ چلےاللہ اورنبی کی نظرکرم ہو گئی ؟

Wadaich

Prime Minister (20k+ posts)
کیسے پتہ چلے کہ اللہ اور نبی کی نظر کرم ہو گئی ؟
بابا جی کیسے بندے کو پتہ چلتا ہے کہ اللہ تعالٰی اور نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ واصحابہ وبارک وسلم کی نظر کرم اس پر ہو گئی ہے ؟
پُتر جب بندے کی کیفیت بدلنی شروع ہو جائےخیالات بدل جائیں سوچ پہلی سی نا رہے، دل میں ایک نا معلوم سی کسک محسوس ہو، نامعلوم سی پیاس بڑھ جائے سینے میں ہلکی ہلکی سی میٹھی درد رہنے لگے، سب کے ساتھ رہتے ہوئے بهی سب سے الگ ہو کسی اللہ والے کو دیکھ کر پیاس میں شدت آ جائے حلال حرام کا پتہ چلنا شروع ہو جائے، حق و باطل کی سمجھ آنے لگے احساس زندہ ہولگے اللہ تعالیٰ اور نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ واصحابہ وبارک وسلم کا ذکر اچھا لگنے لگےآنکھیں بهیگی رہنے لگیں اپنے کیئے گناہوں کا احساس ہو جائے اللہ تعالیٰ اور نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ واصحابہ وبارک وسلم کی طرف سوچ اور دهیان جانا شروع ہو جائے
ان ساری باتوں میں سے اگر ایک بات بهی تیرے اندر آ جائے تو سمجھ جاؤ کہ اللہ تعالیٰ اور نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ واصحابہ وبارک وسلم کے دربار میں تمہیں نوٹ کیا جا رہا ہے، تمہاری نگرانی شروع ہو گئی ہے تمہارے بدلنے کا وقت شروع ہو چکا ہے تمہارے اندر حقیقی طلب کا بیج بو دیا گیا ہے اور تمہارا شدت سے واپس پلٹنے کا انتظار ہو رہا ہے تمہارے لئے عرش سجانے کی تیاریاں شروع ہو چکی ہیں.
اللہ کریم رحمت کے ساتھ انتظار کر رہا ہے اس موقع پر فرشتے بھی حیران ہوتے ہیں کہ اتنی تیاریاں کس لئے وہ اللہ سے سوال کرتے ہیں آج عرش پر اتنی سجاوٹ کس لئے تو اللہ مسکرا کر کہتا ہے آج میرا ایک بندہ مجھ سے صلح کرنے کےلئے واپس آ رہا ہے سوال کرنے والے کے چہرے پر سکون سا تها نجات کا سکون تها ملاقات کرنے کی خوشی سی تهی. مسکراہٹ سی تهی
دیکھ جب کوئی اللہ کی طرف پلٹتا ہے تو وہ یہ سمجھ جائے کہ اس پر نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ واصحابہ وبارک وسلم کی نظر کرم ہو گئی ہے کیونکہ کوئی بھی جو اللہ تک پہنچا ہے وہ نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ واصحابہ وبارک وسلم کی نظر کرم ہونے کے بعد ہی پہنچا ہے دوسرے آسان لفظوں میں سمجھ لو کہ پس پردہ اس خوش قسمت بندے کا ہاتھ نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ واصحابہ وبارک وسلم تهام کر اللہ عزوجل کے سامنے پیش کر دیتے ہیں جہاں وہ کریم اللہ پہلے ہی سے اپنے بندے کی واپسی کا انتظار کر رہا ہوتا ہے. اسی طرح پهر اللہ تعالیٰ بهی اپنی نظر کرم فرما دیتا ہے
 
Wadaich

Prime Minister (20k+ posts)
C7VXrAzU4AEaH4y.jpg
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

azeezam wadaich sb, kisi bhi kitaab ko padhne ka bunyadi maqsad hi is ko samajhna hona chahiye. ye baat alag hai kisi ko koi kitaab padh ker samajh bhi aaye ya na aaye.

quran aik aisi kitaab hai jo khudaa ka kalaam hai issi liye is ko samajhne ke liye padhna bahot hi aham hai taa keh maloom ho sake insaanu ke liye is main khudaa ka paighaam kia hai. bunyaadi tor per is main is baat ko samjhaaya gayaa hai log is duniya main kaise rahen. yeh baat insaan aaj tak samajh nahin paaye isi liye abhi tak woh khudaa ke deen se door bhatak rahe hen.

quran insaanu ke liye aik nizaame zindagi tajweez karta hai jis ko apnaa ker woh mutahid, puraman, taraqi yaafta aur khushhaal zindagi guzaar sakte hen aik khubsoorat ummat yaa khaandaan ban ker.

yeh pooja paat sikhaane waali kitaab nahin hai na hi khudaa se daraane waali kitaab hai. khudaa ham ko bataata hai agar tum ne mere bataane ke mutaabiq zindagi na guzaari to nuqsaan main raho ge aur us ki wajah bhi tafseel se bataata hai. khudaa quran main bataata hai maine duniya kaise banayee aur yeh kaam kaise karti hai lihaaza agar is ko ham samajhne ki koshish nahin karen ge to to phir ham un khatraat se nahin bach sakte jo duniya ke kaam karne ke tareeqe se taaluq rakhte hen. isi tarah yeh kitaab yeh bhi bataati hai insan is duniya main di gayee cheezun ko istemaal main kaise laayen taa keh un ko un ke istemaal se nuqsaan na ho balkeh faida hi faida ho. log kyunkeh anjaan peda kiye ge hen khud ilm seekhne ke liye lihaaza jab tak woh ilm seekhte nahin kabhi idhar se nuqsaan uthaayen ge kabhi udhar se aur yahee ho rahaa hai aur hota rahe ga jab tak log khudaa ki kitab ko us ko saheeh maqaam nahin dete apni zindagyun main.

insaan yeh samajh baithe hen khudaa koi aisi hasti hai jis ki khushaamad ker ke woh apne kaam nikalwaa sakte hen isi liye her koi bila soche samjhe khudaa ki pooja paat main laga hai apne apne tasuwuraat ke mutaabiq jo un ke hen khudaa ke baare main. log is baat ko samajhne ki koshish hi nahin ker rehe keh yeh maloom karen khudaa ne kis maqsad ke liye yeh duniya banaee hai aur woh kia chahta hai ham kia karen taa ke us ka maqsad poora ho. bas jis din log apni yeh ghalati sudhaar len ge patari per aa jaaye ge. One can see best explanations about the quranic text and deen of islam HERE, HERE and HERE.

regards and all the best.
 
Last edited:

:jazak: Khair for you kindness! It is a collective human tragedy; particulary for us the Muslims that we don't try to take Islam & Quran in its rights persepective. We have taken it as religion; whereas, it a code/way of life from Azan to Salat (Birth to Death). It is an irony that we purchase a mobile or any other device for few bucks and carefully read the operating manual by the Original Equipment Menufecturer (OEM); whereas, the most miraculous machine ever on the face of the earth is "Human Being" whose OEM is Allah :subhanahu:, we totally ignore The Operating Manual give by its OEM i.e. Quran. When we try to operate this machine without guidance manual from the OEM then we suffer........and their is no remedy except following the instructions of OEM.
 
Back
Top