Last edited by a moderator:
munafiq kal bhe ghaib ka ilm nahe mantay thay ... or aj bhe ghaib ka ilm nahe mantay ... jab insay poucha jata hai Nabi e PAk pbuh k ilm ki limit batado tou apna phitkar bhara moun leye beth jatay hain k hamain nahe pata ... jab tmhy Nabi e Pak pbuh k ilm k baray mai nahe pata tou phr ye bakwas kyuu
Huzoor pbuh ko ghaib ka itna hi ilm tha jiyna Allah ne diya. Ya yun kahlen Huzoor wahi karte the aur kahte the jo Allah Jibrail ke zariye unse kahal watay the.
Islam ko chand ***** moulvion aur hindu riwaj ne tabah kar diya hai. Jahil log Quran partay nahi aur gutter jaisa mon khol dete hain.
sirf ak bat ka jawab daydo Nabi e pak pbuh ko ibtida e kainat say lykar or qayamat tak k waqiat ka ilm ALLAH nay ata kiya tha ? or ALLAH nay kitna ghaib ka ilm Nabi e Pak pbuh ko ata kiya tha ? dosri bat koe ye nahe kehta k ALLAH ka ilm or NABI e PAK pbuh ka ilm barabr hai .... bat sirf itni si hai k munafiq pehlay bhe yehe aitraz kartay thay jis pay ye ayat outri the jis ka mafhoum hai k ALLAH ki ye shaan nahe har aeray gheray ko ghaib ka ilm daydy magar ALLAH chun lyta hai apnay bandoun mai sy jisko chahta hai ghaib ka ilm ata farma dyta hai ....is ki kabhe tafseer parhlyna pata chal jaeyga k ye kin munafiqoun k leye outri the or aj k munafiq bhe yehe kehtay hain k nahe ,.... aesa lagayga aj k munafiqoun ka zikar houraha hai
Itna Ghussa karne se aur abusive language use karne se aap ki baat me wazan naheen paida hoga. Sawal Yeh hai ke Kia Rasool Allah SAW ko Ghaib ka mukammal Ilm tha. Jawab hai hargiz naheen. Allah tala ne quran mein khud irshad farmaya hai ke Woh kisay chahta hai aur jitna chahta hai ghaib se dikha daita hai. Tamam insan jo aaj tak iss dunya mein aaey hain aur aaengay unn mein sab se ziada ghaib ka ilm Rasool Allah Muhammad SAW ko tha. kitna tha yeh koi naheen bata sakta albatta yeh kaha ja sakta hai ke jitna bhi tha Mehdood Tha Mukammal Ghaib ka ilm naheen tha. Kam az Kam Quran Yeh hee Kehta hai.
Wallah o Alam
Here are some references from Qauran
"With Him are the Keys of the Ghayb; non knows them but He.€(Qur€™an 6:59)
"Who can intercede with Him except the cases He permits? He knows what is in front of them (the Prophet and the Imams) and what is behind them, and they encompass nothing of His knowledge except what He will.€(Qur€™an 2:255)
And Muhammad is not a withholder of [knowledge of] the unseen.
This is of the tidings of the Unseen which We inspire in thee (Muhammad). Thou thyself knewest it not, nor did thy folk (know it) before this. Then have patience. Lo! the sequel is for those who ward off (evil).
[Surah Hud (11), verse 49]
sirf ak bat ka jawab daydo Nabi e pak pbuh ko ibtida e kainat say lykar or qayamat tak k waqiat ka ilm ALLAH nay ata kiya tha ? or ALLAH nay kitna ghaib ka ilm Nabi e Pak pbuh ko ata kiya tha ? dosri bat koe ye nahe kehta k ALLAH ka ilm or NABI e PAK pbuh ka ilm barabr hai .... bat sirf itni si hai k munafiq pehlay bhe yehe aitraz kartay thay jis pay ye ayat outri the jis ka mafhoum hai k ALLAH ki ye shaan nahe har aeray gheray ko ghaib ka ilm daydy magar ALLAH chun lyta hai apnay bandoun mai sy jisko chahta hai ghaib ka ilm ata farma dyta hai ....is ki kabhe tafseer parhlyna pata chal jaeyga k ye kin munafiqoun k leye outri the or aj k munafiq bhe yehe kehtay hain k nahe ,.... aesa lagayga aj k munafiqoun ka zikar houraha hai
As far as I know He the prophet SAW was given limited ilm of Ghaib. Not everything. If you have any evidence of that please share.Sirf ak bat ka jawab daydo Nabi e pak pbuh ko ibtida e kainat say lykar or qayamat tak k waqiat ka ilm ALLAH nay ata kiya tha
similar thing munafiqs said ... do u knw our Prophet pbuh said -after hearing similar criticism from munafiqeens- {mafhoum** ask me from the day of inception of this universe till the day of judgement i will answer ur all questions.As far as I know He the prophet SAW was given limited ilm of Ghaib. Not everything. If you have any evidence of that please share.
What do you say about the following Ayat.
Say [O Muhammad!]: “I do not say to you that I have the treasures of Allah nor that I know the unseen (ghayb). And I do not say to you that I am an angel. I only follow what is revealed to me.” Say [O Muhammad!]: “Are the blind and the seeing equal? Do you not think?” (6.50)