چونیاں میں ایک بچے سے پورے محلے میں کوروناوائرس پھیل گیا

Faizan Syed

Senator (1k+ posts)
His tareeqay se logon ne is ka mazaq samja hua hai bilkul mumkin hai
wesy b mumkin nazr nahi ata insano k liye mumkin hi nahi wo ghar me qaid hojyn na kamany jayn na khany k liye kuch leny na bimari k liye hospital jayn na unky ghar koi maid aye na dod wala aye na koi bijli wala ye sb imposible nazar arha hai ab to