Raymond Davis k badlay Aafia ko maang liya jata toh yeh masla hal ho sakta tah. Tab bhi punjab may NS ki hukumat thi aur aesa karna kuch had tak mumkin tah. Tab nai kiya gaya toh ab bhi bohut doubt hai k aesa hoga.
Afia per ilzam tha k os ne attempt of murder kiya hai US fauji per, phr bhi ossay terrorist karar diya gaya, lakin Raymond davis jis ne 2 logo ko katal kiya os ko kisi ne terrorist nai kaha.