ger pahar ce koi aya ha aur aqel mundi ki baat auar awaam ki behtri ke mutalaq sochta aur kadem uthata ha to woh sub ce behter ha mager nakamon ke peechey bagney ce waqat ka zia he kerna hota he iss ki bajaye keh kissi aqelmand ka intekhaab ker liya jaye saaaaaarey us beaqel he ke peechey bahgney waley kabhi bhi kamyaab nahee hotey,meray bahi ager aik insaan kaam nah ker sakey to us ki jagah kissi aur ko chance dena koi buri nahee aqelmundi ki baat hoti ha aik he ullu ke peechey uran kerna kabhi,kabhi nuksaan bhi pohncha sakta ha ullu ullu he hota ha aqaab dinn ko shikaar kereta ha aur woh bhi dut ker;