Don't agree, samajna os k liey jisay taufiq hau, an parh agar na b samjay tab b parhnay p sawab ha. Quran sirf aalmoon aur zaheen logon k liey nahein aya, sab k liey ha. Nahein smaj aati tab b parho, sawab ha. Samajnay aur gor karnay k apna faeda aur sawab ha. Khuda k paas ajar k kami nahein, haasil karnay k jo koshis karey ga usay milay g, chahey voh kitna h tahee damin (impaired) kion na hau.