وزیراعظم نے کنسٹرکشن انڈسٹری کیلیے پیکج کا اعلان کرکے بہت اچھا کام کیا

latif mk

MPA (400+ posts)
Baba g mukamal lockdown na karne ka faisla IK ka apna tha bila waja k kisi aur ko iska shareek na tehrai ,os hi ne sara pressure liya media aur upper class ka bhi . Qibla apne purane program kabhi khud bhi dhek liya karen jis Main aap farmaya karte the k IK ab faisla nahi kar sakthe, fauj bhi isse khush nahi hain aur fauj ab amalan sab kuch apne haaton Main le legi.
 
pti 56

Minister (2k+ posts)

bhai iss ko chacha kuppi kisi waja kay baghair to nahi kahtay
 
Back
Top