ماڈل نے معافی مانگ لی ہے معاف کردو اسے

wasiqjaved

Chief Minister (5k+ posts)
Main ne bhi ker diya maaf
puneet-superstar-puneet-superstar-meme.gif
 

Young_Blood

Minister (2k+ posts)
Maaf keeya, but ye baat samjh nahi aai k jo guest aatey hein un ko b script deya jata hai, topic to dia ja sakta hai, but script nahi, kiu k aap k saath jo personality sitting thi wo apne aap mein aik poori universty hai, janab aitzaz ahsan sahab,unhein koi script likh ker de sakta hai, haan albatta jo maazi k marasi, behooda zubaan aur alfaaz istimiaal karney wale jinhein aaj kal comedian kaha jata hai wo marasi zaroor script yaad ker k he bolte hein. yaad rakhiay ga ye jitne b Bhund, Marasi hein inho ne hamare muasshre ko bohat hud tak tabah wa barbaad keeya hai. in k stage darama koi izzat dar insan nahi dekh sakta.
 

Back
Top