تم سے پہلی قومیں اس لئے برباد ہوئیں جب اُن کا کوئی بڑا جرم کرتا تو اُسے چھوڑ دیا جاتا اور جب کوئی معمولی آدمی جرم کرتا تو اُسے سزا دی جاتی۔"
بخاری، رقم 4304
مخذوم قبیلہ کی فاطمہ بنت الاسود نے جب چوری کا ارتکاب کیا تو اس وقت چور کی سزا ہاتھ کاٹنا مقررتھی۔ قریش کو یہ تشویش لاحق ہوئی کہ اللہ کے رسول صلی اللہ علیہ و سلم سے کون کہے کہ اس عورت سے نرمی برتی جائے۔ حضورصلی اللہ علیہ و سلم سے نسبت کی بناء پر اسامہ بن زیدؓ کو اس مقصد کے لیے تیار کر کے مخذومی عورت کو حضور صلی اللہ علیہ و سلم کے سامنے پیش کر دیا گیا مگر اسامہؓ نے جب اس کی سفارش کی تو آپ صلی اللہ علیہ و سلم کا چہرہ مبارک سرخ ہو گیا۔ آپ صلی اللہ علیہ و سلم نے فرمایا کہ کیا تم اللہ کی مقرر کردہ سزا میں سفارش کر رہے ہو ؟ اسامہ نے معذرت کر لی۔ اس موقع پر آپ صلی اللہ علیہ و سلم نے کھڑے ہو کر اللہ کی حمد و ثناء کے بعد لوگوں سے جو خطاب فرمایا اس کا مفہوم کچھ یوں ہے۔ اے لوگو! تم سے پہلی قومیں اس لیے تباہ ہوئیں کہ جب کوئی بڑا آدمی جرم کرتا تو اسے چھوڑ دیا جاتا اور جب کوئی معمولی شخص اسی جرم کا ارتکاب کرتا تو اسے سزا دے دی جاتی۔ قسم ہے اس ذات کی جس کے قبضہ قدرت میں میری جان ہے اگر فاطمہ بنت محمد صلی اللہ علیہ و سلم بھی چوری کرتی تو میں اس کا بھی ہاتھ کاٹنے کا حکم دیتا،،۔
حضرت عمر فاروقؓ کے دور خلافت میں ایک عام آدمی ان سے خطبے کے دوران ان کے کُرتے کے بارے میں سوال کرتا ہے اور وہ خندہ پیشانی سے جواب دیتے ہوئے اس کی وضاحت پیش کر نے میں کوئی عار محسوس نہیں کرتے۔
حضرت عمر فاروق رضی اﷲ عنہ جب کسی کو کسی صوبے یا شہر کا والی مقرر کرتے تھے تو پہلے اس کی جائیداد اور مال کا حساب لے لیتے تھے اور جب وہ اپنے منصب سے الگ ہوتے یا ان کے متعلق دوران تقرر اگر ان کو یہ علم ہوجاتا کہ ان کے پاس غیر معمولی دولت جمع ہوگئی ہے تو وہ اس کا محاسبہ کرتے اور زائد دولت بیت المال میں جمع کروا دیتے ۔
ان کے دور میں گورنر وں کو قانون کی خلاف ورزی کی پاداش میں سزا بھگتنا پڑی۔
فاتح مصر عمرو بن العاص کے بیٹے عبداﷲ کو (جس نے کسی شخص کو بلاوجہ مارا تھا) آپ نے اس کے باپ کے سامنے کوڑے لگوائے مگر کسی کو حوصلہ نہ پڑا کہ کچھ مخالفت کرسکے۔ فاتح شام حضرت خالد بن ولید رضی اﷲ عنہ کو معزول کیا۔ فاتح ایران سعد بن ابی وقاص رضی اﷲ عنہ سے جواب طلبی کی۔
Jabb Fouj mai PIMP aur Dalal DG banao gaay to apni Dalali ke Badlay Security Breach karnay wali haram khore Maryam nawaz ko to bacha a gaa PIMP aakhir PIMP hota hai Mulk jaiy Bhaar mai Warr gayaa aisay Haram khore Chore DG jo Mulk Dushmni karta ho fouj ko jagna hoga aur Bharvon say Fouj ko Paak karna hoga
The USA is a great example for this. US General was Top General in Afghanistan but then he has affair with the lady . He was punished accordingv to law and removed from his post. Even he has about 35 years in Army and Very close relation with Bush.
And ofcourse Clinton impeachment is not very old. Its the system that makes nations, not persons.
The graveyard is full ofVery Essential Peoples.
” پس کتنی ہی ایسی بستیاں ہیں جو ظالم تھیں ہم نے انہیں تباہ کر دیا تو وہ اپنی چھتوں سمیت گری پڑی ہیں اور کئی ایک بیکار کنویں اور کتنے ہی مضبوط محل ویران پڑے ہیں۔ کیا انہوں نے کبھی زمین میں گھوم پھر کر نہیں دیکھا کہ ان کے دل ان باتوں کو سمجھنے والے ہوتے یا کانوں سے ہی ان کی باتیں سن لیتے بات یہ ہے کہ صرف آنکھیں ہی اندھی نہیں ہوئیں بلکہ وہ دل اندھے ہو چکے ہیں جو سینوں میں پڑے ہیں۔
quran ki pehli aayat hi khudaa ke rehmaano raheem hone ka elaan kerti hai aur quran ke andar yeh baar baar bataaya gayaa hai khudaa bandoon ko tabaho barbaad nahin karta balkeh un ko tabahi aur barbaadi se bachaana chahta hai. issi liye Allah taala qowmoon ko tabaho barbaad nahin kerta insaan khud apne aap ko tabaho barbaad karte hen aik doosre ke haathun aur Allah un ko tabaho barbaad hone deta hai is liye keh us ne un ko baa ikhtiyaar peda kiya hai aur saath hidayat bhi di hai keh is duniya main kaise raho yahee asal deene islam hai. log bajaaye khudaa ke bataaye huwe nizaamen zindagi ko theek tarah se samajh ker apnaane ke apna apne nizaamen zindagi khud ghad lete hen aur apnaa lete hen aur phir us ke nateeje main aik doosre per zulmo sitam karte hen aur baaz nahin aate to tabaho barbaad ho jaate hen aik doosre ke haathun. yeh jo tufaanu aur zalzaloon main maare jaate hen issi liye kyunkeh woh bajaaye kaainaate khudawandi ko samajhne ke keh yeh kaam kaise karti hai apna khudaa ki taraf se diya gayaa waqt aapas main ladne jhagadne main sarf ker dete hen aur yun jab kaainaat apna qudrati amal poora karti hai us ki zad main aa jaate hen aur tabah ho jaate hen. yeh to aisi baat ho gayee keh do murghe aapas main lad rahen hun aur aik geedar aa kar un ko daboch le is bekhabri ke aalam main.
All this has been explained in detail HERE, HERE, HERE and HERE.
ahmaq mullaan aur un ke bewaqoof shagirdun ka khayaal hai Allah taala ne apni pooja paat karwaane ke liye insaanu ko peda kiya hai aur jab insaan us ki pooja paat nahin karte apni marzi se to woh un se apni pooja paat zabardasti karwaane ki koshish kerta ha daraa dhamkaa ker yaa laalach dilaa ker. khudaa ka insaan ko peda kerne ka yeh maqsad her giz nahin hai. Allah taala aisi behuda baatun se bahot hi buland hai. ghatiya zehniyat ke maalik insaan hi khudaa ke baare main aise ghaliya khayalaat rakh sakhte hen sahibe ilm log nahin.
agar log duniya main aik doosre per zulmo ziyadati se bachna chahte hen aur jannati zindagi chahte hen isi duniya main to un ko deene islam ko theek tarah se samajhna ho ga taa keh woh usse sahee tarah se apnaa ker woh faaide haasil ker saken jo quran main mazkoor hen. warna jitni chahyen takren maarte rahen na farsh tootne waala hai na diwaar girne waali hai. is liye keh her kaam wohee nateeja saamne laata hai jis ke liye woh kaam karta hai. aisa kabhi nahin ho sakta keh aik shakhs boe to gandam magar ug aayen chane. pooja paat ka nateeja kia ho sakta hai yeh sochne ki baat hai. quran insaanu ko pehle is duniya ki zindagi main jannati zindagi ki bashaarat deta hai us ke baad aakhirat ki zindagi ki. sawaal peda hota hai is duniya main jannati zindagi ban kaise saktio hai kyunkeh yahaan to koi kaam kiye baghair hota hi nahin hai? issi se saaf saaf maloom ho jaata hai quran ke ilfaaz ka woh matlab nahin hai jo mullah lete hen warna itni duniya pooja paat main aik zamaane se lagi hai din raat kuchh to hona hi chahiye tha? is ke baraks ham yeh dekhte hen jitni duniya pooja paat main lagi hai apna waqt zaaya ker rahee hai kyunkeh utni dair main un ke kerne waale kaam ruke rehte hen jin se duniya ko jannat banaana mumklin hai. is liye keh yeh duniya cause aur effect ke usool per kaam karne ke liye khudaa ne banayee hai aur yahee quran ki asal taleem hai.