- Featured Thumbs
- https://i.ibb.co/7KVcKcB/shaheen-seeaa.jpg
In the past I don’t recall women and girls from any political party being arrested and sexually abused.The duffer generals have gone too far.The constitution has been violated by them.Nawaz and Zaradari are crooks.There is no doubt about it.The flaws in judicial system and interference by generals is the reason they were not convicted.Yara itna buzurg ho kay bhi baatayn aisi karrha hay Sehbai sahab, jesay yeah ajkal start howa hay aur jesay courts first time aisa kuch krrehi hayn, yahan hamesha say aisay hi hota aaya hay, bus jub hamayn pasand aata hay tou bhallay bhallay, like in case of NS aur jab nhi pasand aata tou phir iss kisam ki tweets. Yeah sab gorakh dhanda issi lye banaya howa hay k jab chayan, jissay chahay aur jesay chayeyn sideline kardayn, chahay pahnsi pay latka k ho ya mulk say bhaga k, ya phir na-ehal karkay, ya terrorism mayn marwa dayn.
Matlab nawaz par panama ka case bnta hi nahi ta. Osko moft me fouji junta ne ragra laga diya??Yara itna buzurg ho kay bhi baatayn aisi karrha hay Sehbai sahab, jesay yeah ajkal start howa hay aur jesay courts first time aisa kuch krrehi hayn, yahan hamesha say aisay hi hota aaya hay, bus jub hamayn pasand aata hay tou bhallay bhallay, like in case of NS aur jab nhi pasand aata tou phir iss kisam ki tweets. Yeah sab gorakh dhanda issi lye banaya howa hay k jab chayan, jissay chahay aur jesay chayeyn sideline kardayn, chahay pahnsi pay latka k ho ya mulk say bhaga k, ya phir na-ehal karkay, ya terrorism mayn marwa dayn.
Matlab nawaz par panama ka case bnta hi nahi ta. Osko moft me fouji junta ne ragra laga diya??
matlab politicians ke pas koch nahi.Banta tha ya nahi, fouj ka ismayn kiya kaam tha k apnay banday na sirf JIT mayn dalwati balkay court decisions bhi dictate karwati. Courts cases chaltay rehtay, JIT apni findings karti rehti lakin kiyonkay ab wo hamary political opponent k khilaaf ho raha tha tou hum log usmayn tamam principles aur asool bhool jataay hayn. jesay establishment nay ussay saza dilwai issi trha establishment nay ussay museebat parnay pay bahir bhi bhijwa diya, tab wohi courts ko hum log kosnay lag gaye, yani jab courts estbalishemtn k kehnay pay ussay saza dayn ya na-ehal karayn tou theek hay lakin jab wohi courts ussi establishment k kehnay pay ussay janay dayn, ya kisi ko aur ko convict karanay lag jayen tou courts bhi ghalat aur establishment bhi