Nawaz hakoomat ke karandon ne pur aman march ko jalao gheraao mein tabdeel kiya kiunkeh in ka wateera hi yahi hai Lahore Model town mein bhi hakoomti karandaon ne be gunah logon ki jaan li yahan bhi koshish tu yahi thi magar Rana faisalabdi lahore mein phans geya aur kahani adhoori reh gai warna pakistan se aik waqeh se tawajah doosri tarf karwane ke liye nawaz hakoomat kuch bhi kar sakti hai .