عمران خان کا شب برات کا پیغام

mhafeez

Chief Minister (5k+ posts)
EVJvLCNU0AETrEF

کچھ دیر نہیں ہوگئی؟؟

توجہ دلانے پر ٹویٹ ڈیلیٹ کرگئے
 
zain786

Chief Minister (5k+ posts)
Munni gerage wale ko tou tweet mai hello tak likhne ki ijazat ni mil rae munni k papa keh papa se hahahah
 
Truthstands

Minister (2k+ posts)
Buhat chusti se yeah patwari duty dey raha hey, media cell see live .........

waise aik baat ka credit in sub patwariyon ko main daina chahon ga, jub bhi yeah chawal marte hain, us ke baad sari galiyon aur baduaon ka rukh apney leader ki tarf kar daite hain, aur khud chill ho kar tanqeed bardast karte hain. Welldone!
 
mhafeez

Chief Minister (5k+ posts)
چلو کپتان تو بھول گیا ہو گا اور اگلے دن ٹویٹ کی۔۔۔ یہ ہزاروں لوگ کون ہیں عقلمند جنہوں نے لائک کیا اور آرٹی کیا ؟؟؟
 
Xiggs

Inna mal aamalo binniyaat!

Allah niyat dekhta hai....aamal baad ki baat hai.

Imran khan ki niyat achi thi. Logon ko pasand ayee. Jinki niyat achi nahi, woh jal jak ke mar gaye.
 
Husaink

Prime Minister (20k+ posts)
EVJvLCNU0AETrEF

کچھ دیر نہیں ہوگئی؟؟

توجہ دلانے پر ٹویٹ ڈیلیٹ کرگئے
تم نے بھی اب مفت میں گنجوں کو گالیاں اور لعنتیں پڑوانے کا ٹھیکہ لے لیا ہے چول تم مارتے ہو ساری پھٹکاریں گنجے لے جاتے ہیں
 
rehan459

MPA (400+ posts)
Inna mal aamalo binniyaat!

Allah niyat dekhta hai....aamal baad ki baat hai.

Imran khan ki niyat achi thi. Logon ko pasand ayee. Jinki niyat achi nahi, woh jal jak ke mar gaye.

sahih baat hai aap jumma ki namaz itwaar ko parha karen aur roze muharram main rakha karen aap ki niyyat achi hai sawab aap ko jumme ki namaz aur ramzan k rozon ka mile ga
 
Xiggs

Chief Minister (5k+ posts)
sahih baat hai aap jumma ki namaz itwaar ko parha karen aur roze muharram main rakha karen aap ki niyyat achi hai sawab aap ko jumme ki namaz aur ramzan k rozon ka mile ga
Sahi baat hai, aap jummay ki namaz sirf bojh samajh ker perhen aur rozay is liye rakhen ke abba ki chhitroll se bacha jasakay to ese aamaal ka kia kerna. Allah me paas niyat jati hai, amal nahi. Agar kisi ki niyat achi ho lekin amal ek ghalti ki wajah se waqt pa na hosakay to us amal se kahin zyada behtar hai jiski niyat hi kharab hai.
 
yaar aap khinzeer bhi khaya karen aap ki niyyat saaf hai aap ko us ka sawab mile ga
 
Xiggs

Chief Minister (5k+ posts)
yaar aap khinzeer bhi khaya karen aap ki niyyat saaf hai aap ko us ka sawab mile ga
Inna mal aamalo binniyat!

Yeh Allah ke words hain. Mere ya aapke nahi. What you suggested is a haram deed and it goes to show your mental capacity of grasping ideas and distinguishing between good and bad. You recommended a bad deed but Imran khan recommended a good deed and that's the difference between a good muslim and a munafiq. Now check which party you are.

He suggested Muslims to pray for all Muslims. A very good deed and halal intention. Good muslim.

You suggested me to eat pork. A very bad deed with haram intention. Pure hypocrisy!

May Allah grant you the mental capacity to distinguish between halal and haram.
 
Last edited:

bhai yeah hadith hai quran ki aayat nahin

aur poori hadith padh lain kai yeah hijrat karne wale logon ke liye hai

ہم کو حمیدی نے یہ حدیث بیان کی ، انھوں نے کہا کہ ہم کو سفیان نے یہ حدیث بیان کی ، وہ کہتے ہیں ہم کو یحییٰ بن سعید انصاری نے یہ حدیث بیان کی ، انھوں نے کہا کہ مجھے یہ حدیث محمد بن ابراہیم تیمی سے حاصل ہوئی ۔ انھوں نے اس حدیث کو علقمہ بن وقاص لیثی سے سنا ، ان کا بیان ہے کہ میں نے مسجدنبوی میں منبر رسول صلی اللہ علیہ وسلم پر حضرت عمر بن خطاب رضی اللہ عنہ کی زبان سے سنا ، وہ فرما رہے تھے کہ میں نے جناب رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے سنا آپ صلی اللہ علیہ وسلم فرما رہے تھے کہ تمام اعمال کا دارومدار نیت پر ہے اور ہر عمل کا نتیجہ ہر انسان کو اس کی نیت کے مطابق ہی ملے گا ۔ پس جس کی ہجرت ( ترک وطن ) دولت دنیا حاصل کرنے کے لیے ہو یا کسی عورت سے شادی کی غرض ہو ۔ پس اس کی ہجرت ان ہی چیزوں کے لیے ہو گی جن کے حاصل کرنے کی نیت سے اس نے ہجرت کی ہے ۔
 
Surah al-Najm - Verses 3-4
وَمَا يَنطِقُ عَنِ الْهَوَی
إِنْ هُوَ إِلاّ وَحْيٌ يُوحَی
3. Nor does he speak of concupiscent desire.
4. His word is only a Revelation revealed to him.

The words of the Noble Prophet (S) arise from neither personal desires nor social milieu. Thus, the blessed Verses in question say that the Noble Prophet (S) does not speak of concupiscent desires but he merely imparts Divine Revelation. In this respect, he is different from common people who speak out of their natural inclinations and concupiscent desires, rather his words arise from the Noble Prophet's (S) heart connected to the higher world.

Baat yeh hai ke aapne jo mujhay pork khanay ka mashwara dia tha woh sahi tha ke nahi?....khud apne eeman ko hazir nazir jaan ker batana. Kia woh aapki niyat woh hi thi jisko Allah pasand kerta? Kia aap yahi mashwara apne bhai ya walid ko dete. Agar nahi dete to yeh mashwara sirf aur sirf munafiqat pe mabni tha.

Imran Khan ne jo advice di woh advice woh apne bhai aur walid ko bhi de sakta tha kiyun ke achi niyat aur achi advice thi.

Kisi se baat kerne se pehle apni niyat aur apne words ko achi terha dekh lia karen aur yeh bhi soch len ke kia yeh baat ek zee'shaoor insaan ko kerni chahiye ke nahi.

What you said was NOT Amr bil Maroof. Infact it suggested a bad deed.

What Imran khan said was Amr bil maroof. That's the difference between you and Imran khan.

Baqi Allah hum sab ko naik hidayat de. Especially un logon ko jo naiki aur badi mai farq nahi samajhtay.
 
jee bilkul koi bhi aap jesi bogus daleel deta to mera jawab yehi hota pahle jawab main aap ko aram se samjhaya ke aap ki daleel ghalat hai aap bazid rahe to phir sakht jawab diya
shawwal main kisi ko aap ramzan k roze rakhne ka nahin kah sakte

IK se ghalati hui us ne tweet delete kar di aap ko bhi bogus daleel lane ki bajaye is baat ko focus karna chahiye tha ke PM Allah se darta hai us se ghalati hui us ne tweet delete kar di