عصر رواں کے ابو جاہل By اوریا مقبول جان

_pakistan

Minister (2k+ posts)
PU%20PR%20dept%20celebrates%20evening%20with%20Hassan%20Nisar.jpg
Asr-e-Rawan-Kay-Abu-Jahal-Orya-Maqbool-Jan.jpg
 
Last edited by a moderator:

Saboo

Prime Minister (20k+ posts)
Re: عصر رواں کے ابو جاہل - اوریا مقبول جان

Hasan Nisar! Hasan Nisar!
Tujh pay qurban! Beshumar! Beshumar!
Abu Jahal beshumar!!(bigsmile)
 
spain say

MPA (400+ posts)
bhoot acha ,zabar dast,oria maqbool zinda baad.
Allah karay abb yeh prhay likhay jahil iss kalam ko parh kar kuch seekhain nah k ana ka masla bana kar ahmakoon ki trah apni naam nehaad danish wari par datay rahain.Allah sub bhatkay howoon ko sidhi rah dekha ay.Ameen
 
SARKARMAAFKR

Politcal Worker (100+ posts)
Re: عصر رواں کے ابو جاہل - اوریا مقبول جان

Hasan Nisar! Hasan Nisar!
Tujh pay qurban! Beshumar! Beshumar!
Abu Jahal beshumar!!(bigsmile)
Sorry my friend but you need to listen both of them,According to Orya Maqbool,muslims were highly educated and rich and thats what he calls their achievement while Hassan nisar is saying that Muslims didnt use their knowledge in those areas which could lead us as a nation today.
I respect both of them but i think in this case Hassan nisar is realistic which is hurting all of us but thats the fact and we should not make ourselves fool by saying that we were very educated and bla bla,we could have done some contribution in modern science,from where all these modern inventions and innovation coming,we all better know
 
Saboo

Prime Minister (20k+ posts)
Re: عصر رواں کے ابو جاہل - اوریا مقبول جان

Sorry my friend but you need to listen both of them,According to Orya Maqbool,muslims were highly educated and rich and thats what he calls their achievement while Hassan nisar is saying that Muslims didnt use their knowledge in those areas which could lead us as a nation today.
I respect both of them but i think in this case Hassan nisar is realistic which is hurting all of us but thats the fact and we should not make ourselves fool by saying that we were very educated and bla bla,we could have done some contribution in modern science,from where all these modern inventions and innovation coming,we all better know
I only quoted Orya Maqbool, and did not give my opinion!
 
seekers

Minister (2k+ posts)
بات موضوع سے تھوڑی سی ہٹ کے ہے لکین وضاحت بھی ضروری ہے . آپ نے لفظ " ابو جاہل " کو جو معنی دیئے ہیں وہ " ابو جہل " سے مماثلت نہیں رکھتے . جسے کے آپ نے آخری پیرے میں لکھا ہے کے عرب ابو لہب کو اس کے علم اور دانش کی وجہہ سے ابولھکم کہتے تھے لکین ہمارے سرکار رسول پاک ص نے اسے ابو جہل قرار دیا تھا . کچھ ایسا ہی معاملہ ابلیس کے ساتھ بھی تھا جو علم تو رکھتا ہے لکین پھر بھی گمراہ ہو گیا
علم اور معرفت دو مختلف چیزیں ہیں . علم کی ضد جہالت ہے اور معرفت کی ضد جہل یعنی انکار ہے . ابو جہل رسول ص کے بارے میں علم تو رکھتا تھا لکین معرفت نہیں . علم کسی بھی شے کے بارے میں جاننے کو کہتے ہیں اور معرفت کسی شے کے آثار میں تدبر و تفکر کر کے اس کا ادراک کرنے کا نام ہے .
اسی لنے قرآن کی آیات پے غور و فکر اصل دین ہے
باقی اگر کبھی موضوع ہوا تو آگے بحث کریں گے
 
Abdul jabbar

Minister (2k+ posts)
orya aik samajdar dainshwar hy. ye apny mazhab ko, apni nasal ko, apni qoum ko. apny deen ko, apny aslaf ko, apni tarekh ko gali nahi dayta. issay apny muslim hony par fakhar hy. main kehta hon ye abu jahal apny ganday wajood say es dharti ko pak kon nahi kar dayta. unhae k pass kyo nahi chala jata jin k gun din rat gata rehta hy taky es ky ghar walay bhee un he k bachon ke tarah zindagi ka lutaf lay sakain.
 
WatanDost

Chief Minister (5k+ posts)
MAA SHA ALLAH

GIN GIN kai JOOTIAN maari hain Orya SAHAB AAP nai.

ALLAH swt AAP ko Zooar e Biyaan dai aur bhi. AAMEEN
 
paki-muslim

Minister (2k+ posts)
Hasan nisar ko Musalmano main itni buraian nazar ati hain tu MQM main itni achai kion nazar ati hai?ab isey Abu jahal nahi tu aur kia kahey gay?
 
Last edited:

jaanmark

Chief Minister (5k+ posts)
thank you mr وریا مقبول جان
[h=2]for give us so nice and understandable knowledge of pass time offcourse we have we not only black ships in our print medias we do have very big big black elephents and having white colour on it inside they fox british national animal like altaf and zaradri groups.[/h]
Allah make us save from those who wants any -ve for the Pakistan and Islam:jazak::jazak:
 
tahirjkl

Voter (50+ posts)
can any one explain how hassan nisar said any jehal. he just a human bieng.

He always try to show us mirror why we mind to see our face. what we have done in past..
 
aamir_uetn

Prime Minister (20k+ posts)
Sochne ki baat yeh hai k agar itni bari bari universities thi uss daur m to wo kahan gai?? taj mahal baki hai, shahi fort, shahi mosque aur aisi bohat sari amarten to nazar aati hain per un bariiiiii bariiiiiiiiiii universities ka nam o nishaan he nai milta, aur doosri baat k itni parhi likhi qom pe muthi bhar angrez aa k qabiz kaisey ho gaye??? kya aaj Pakistani jaa k america pe qabza kar saktey hain?? sawal he peda nai hota, kyun k unke paas knowlegde hai technology hai, agar uss dor m hamarey paas yeh sab kuch tha to hum kaisey ghulaam ban gaye. rai baat muaashi mazbooti ki to uss waqt b yahi haal tha jo aaj hai hukmraan he muashi mazboot they aur itney mazboot k ajooba takhleeq kar diya aur aam awam itni gareeb thi k 2 waqt ki roti nai naseeb hoti thi.
Javed chaudry ka latest Colum parh len uss m b aik moarrikh ne alamgiri daur ki he jhalkiyan pesh ki hain, baat to sach hai magar baat hai ruswai ki , hamari tareekh khoon se bhari pari hai, hazrat umar ko shaheed kiya gaya, hazrat usman ko shaheed kiya gaya 3 din tak tadfeen nai karne di gai , hazrat Ali ko shaheed kiya gaya aur hazrat Imam Hussain k sath jo hua wo kon nai jaanta, yeh kuch muslmano he ne doosrey muslims k sath kiya tha, bohat ho gai jazbaatiyat ab aankhen kholne ka waqt hai, warna hum zleeel hotey rahen gay aur jhooti izzat pe fakhar kartey rahen gay
 
KAKA Ji

Meer JAAFAr/Meer Saadiq kahan aur Kab Paida howey??
Jawab Doondho tow Aqal main SAMA jai gi baat.

Aur 100 saal GHULAMI kar kai daikho BAAQI ki Saari AQAL bhi AA HI JAI GI.
 
seekers

Minister (2k+ posts)
KAKA Ji

Meer JAAFAr/Meer Saadiq kahan aur Kab Paida howey??
Jawab Doondho tow Aqal main SAMA jai gi baat.

Aur 100 saal GHULAMI kar kai daikho BAAQI ki Saari AQAL bhi AA HI JAI GI.

ابّا جی ، اگر آپ کچھ عقل اور سمجھ رکھتے ہیں یا رکھنا چاھتے ہیں تو آپ کی اطلاع کے لینے عرض ہے کے جو واقعات بیان کیے گیے ہیں اس وقت میر جفر اور صادق پیدا نہیں ہوے تھے

@aamir_uetn
 
awan4ever

Chief Minister (5k+ posts)
Sir Syed Ahmed Khan nay aik taleemi idara Angrez kay daur mein khola, wo aaj bhe mojood hay, Jamia Al Azhar 970 A.D mein aik madressay ke soorat bani aur aaj dunya ke qadeem tareen Jamia hay aur angrezon kay anay kay bawajood mojood hay, laikin mein nay kam az kam aaj tak koi aisi jaamia ya aisa mashoor madressa nahi suna jo mughalon kay zamanay mein bana ho aur us per Taj Mahal ya Shalimar Baagh jaisi investment ke gayee ho, na he koi naami garami sciencedaan paida hua, na he koi ahm daryaaft hui. Ye yad rakhain keh jis daur mein mughal India mein haakim thay us daur mein Europe mein 'Renaissance' ka daur chal raha tha jis mein unhon nay qadeem Younani tasaneef say lay ker Arabic books ko translate kiya aur Industrial Revolution ke bunyaad rakhi.

Mughalon nay bayshak boht bari tameerat ke mager is say yeh akhaz kerna keh unhon nay ilm ko aur research ko farogh diya ghalat hay. Ager aisa hota tu India say bhe koi Newton nikalta, koi Galileo paida hota, koi Ibn-ulHaitham nikalta, koi Ibne Sina jaisa naam ata.

Baher hal Orya sahb ko mubarak ho mughal daur k kamalat, aik aisi mughal riyasat jo chand hazaar angrezon kay saamnay taab na la saki.
 
Back
Top