JI ke Molvi Siraj ne kia kar lia??Afia ko azaad nahi karwa sakta tha tu koi 20..30 din ka ISB mein dharna hi de deta??
IK can't do any thing..Afia ke sath bohat zulam howa ha.Musalman mulko ko bhi awaz uthani chahay thi..Unfortunately
Afia is mentally gone case..itni lambi qaid ke baad insaan ka zindah rehna ya na rehna aik brabar hota ha..Future mein Musalman mulko aur Pakistan ke ander itni ghairat howi tu USA se Afia k upper zulam ka hissab lia jaya ga..IA..Abhi Afia k lia dua k elewa kuch nahi kia ja sakta..