Re: طالبان کو کرارا جواب - ہم جنس پرستی پر مباح
phir loog kehatey hain ALLAH ka azaab kion ata hai.waseyn tu "Roshan khayal" loog har cheez main bahana kartey hain k Hadees nahi Quran se sabit karo,ab jo wakia Quran main wazeh hai us se bhi Ibrat nahi ley rahay,tu AZAAB nahi ai ga tu aur kia ai ga.ALLHA se tooba karo bhai khuda k liye.ALLAH ney Hazrat Loot alaihi salam ki koom pe 5 azaab utarey, itnay azaab aur kisi koom pe nahi utarey ,is se andaza laga lo k ALLAH ko besharmi kitni sakht napasad hai.
Pakistan main wasey hi itni pareshania hain agar isey amaal karo gay tu kahan seachay hukmaraan ai gay?buray amaalo ki waja se hi buray hukmaraan atey hain.Tooba karo bhaion wakt na nikal jai.
ALLAH hum sab ko akal aur hidayat ata farmai,aur sarey musalmano pe reham farmai,Ameen