jub is tarha ki khabrein dekhta hoon to mujhey lagta hay jaisey hum Army ki nahi kisi Mafia ki baat sun rahey hain. Main aik aam Pakistani hoon lakin jub ye sub sunta hoon to zehan mein yehi aata hay keh Army hay ya Mafia. Boht buri perception banti jaa rahi hay