kuch log fitratan bad niyyat,be hiss aur futoor pasand hotay hain...Moqaddas bibi tum bhi isi qabil ki surkhail ho!! what a poor state of apathy and discern.
bey sharam nawaza hua shaami ka chamcha. QOm ki Taqdeer likhi jaa rahi hey yeh apni zaat dikha raha he ke kitney mein bechi he.
Alhamdolillah... Pakistan is shar say tawana ho kar nikal aaya hay aur munafqeen kay chahray roze roshan ki tarah ayaan ho chukkay hein... Bahyuo yeh ham sab pakistaniyuon ki hakoomat hay, hamaray vote kay sawa kissi ka haq ya ikhtyar naheen jo iss ko nikal bahir karay...
SIR ji
abhi bhi yeh shar khattam nahi hua , sirf shar pasand zaleel o ruswa huay hain
janab aap ka kehna bajaa, per i hope the worst is on our backs and ab khair ki taraf safar hay.. In shar pasandoun nay in 2 dinoun mein anat machai hay. Maga Allah ka karam raha aur in ko moun ki khani pari..