Dar Asl Pakistan mein hamesha hi Topi walon ki Sarkaar rahi hai, kabhi chillman k peechey to kabhi saamney.
Sarkaar khatm na ho ja,ay is ki wajah say enhon nay بنگلہ دیش bana diya kiun ki ایسٹ پاکستان mein awaam uthh khari huee Topi walon k khilaaf.
Ab dobarah wahi mahol bann raha hai.