Dulhan jo deti hey wo agar dulhe ko dena parta to Dulha kisi ko Mu Dikhane ke qabil nahi rehta;)
اگر لو میرج نہ ہو ؟ اور دلہن کا چہرہ بھی نہ دیکھا ہو ؟ تو رسک نہیں لگتا کے خدا جانے اندر سے کیا نکل آے ؟ یہ تو پھر جوا ہی ہوگیاYeh baat koi larka nahien samjhay ga, keh dulhan ko kion mun dekhai milti hay aur dulhay ko kion nahien.
Her wo larki jis ki shadi ho chuki hay wo zaroor samjhay gi jo mein abb likhnein ja rahi hoon.
Asal mein dulhan apna banaoo singhar kerti hay aur dil hi dil mein Allah Pak se doa ker rahi hoti hay (mein apni shadi k feelings bata rahi hoon, pata nahine jin larkioon ki love marriage hoti hay ya jiss larka larki nein shadi se pehlay aik doosray ko deekha hota hay, unn ki kia feelings hoti hein mujhay nahien maloom) keh Ya Allah mujhay daikh ker mera khawand mujhay pasand karay aur hum doonoo ki zindgi bahoot achi guzray. Jub dulha ghonghat uthha ker dulhan ko daikhta hay aur uss ki tareef kerta hay tu ju khoshi dulhan ko milti hay wo mein lafzoon mein nahien bayan ker sakti, phir dulha larki ko mun dekhai daita hay tu larki ko bahoot acha mehsoos hota hay keh mera hum saffar mujh se khush hay, wo ,mun deekhai aik qisam ka inaam hota hay dulhay ka apni dulhan ko ya aik kisam ki pazeerai aur izzat hoti hay jo khawand pehli martaba apni bv ko daikh ker daita hay.
Meri har Pakistani larki k leeay doa hay keh Allah Ta'al unn ko bahoot acha shareek-i-Hayat atta farmaey. Amen suma Amen
اگر لو میرج نہ ہو ؟ اور دلہن کا چہرہ بھی نہ دیکھا ہو ؟ تو رسک نہیں لگتا کے خدا جانے اندر سے کیا نکل آے ؟ یہ تو پھر جوا ہی ہوگیا
five minutes break in this way too!
Yeh mehsoos hota hay keh mera hum saffar mujh se khush hay, wo ,mun deekhai aik qisam ka inaam hota hay dulhay ka apni dulhan ko ya aik kisam ki pazeerai aur izzat hoti hay jo khawand pehli martaba apni bv ko daikh ker daita hay.
Meri har Pakistani larki k leeay doa hay keh Allah Ta'al unn ko bahoot acha shareek-i-Hayat atta farmaey. Amen suma Amen
is ko chapo lo khanin ZARDARI KHOTA na dakh la..............shabash jaldi kero.
Well that's typical mentality of a woman in a patriarchal society.....where she is groomed to play second fiddle and always live in anticipation of acceptance.....Yeh baat koi larka nahien samjhay ga, keh dulhan ko kion mun dekhai milti hay aur dulhay ko kion nahien.
Her wo larki jis ki shadi ho chuki hay wo zaroor samjhay gi jo mein abb likhnein ja rahi hoon.
Asal mein dulhan apna banaoo singhar kerti hay aur dil hi dil mein Allah Pak se doa ker rahi hoti hay (mein apni shadi k feelings bata rahi hoon, pata nahine jin larkioon ki love marriage hoti hay ya jiss larka larki nein shadi se pehlay aik doosray ko deekha hota hay, unn ki kia feelings hoti hein mujhay nahien maloom) keh Ya Allah mujhay daikh ker mera khawand mujhay pasand karay aur hum doonoo ki zindgi bahoot achi guzray. Jub dulha ghonghat uthha ker dulhan ko daikhta hay aur uss ki tareef kerta hay tu ju khoshi dulhan ko milti hay wo mein lafzoon mein nahien bayan ker sakti, phir dulha larki ko mun dekhai daita hay tu larki ko bahoot acha mehsoos hota hay keh mera hum saffar mujh se khush hay, wo ,mun deekhai aik qisam ka inaam hota hay dulhay ka apni dulhan ko ya aik kisam ki pazeerai aur izzat hoti hay jo khawand pehli martaba apni bv ko daikh ker daita hay.
Meri har Pakistani larki k leeay doa hay keh Allah Ta'al unn ko bahoot acha shareek-i-Hayat atta farmaey. Amen suma Amen
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|