Muhabbat kar saktey ho to ALLAH se karo,,, Mitti ke khilono se kabhi wafa nahin milti...!!!
Jab Hazrat Moosa (A.S) Allah Se Kalam Kerte To Allah Ne Fermaya "Ae Moosa Jab Tum Mujh Se Kalaam Kerte Ho To Tumharay Or Mere Bich 70 Farishte Hote Hein Lekin Jab Mere Rasool Muhammad (SAW) Ki Umat Mujh Se Hum Kalam Hogi To Humaray Beech Koi Nahi Hoga Kyu Ke Yeh Wo Log Hongay Jo Mujhe Baghair Dekhe Mere Liye Bhooke Pyasay Reh Ker Roza Rakhengay Or Iftaar Ke Waqt Wo Log Jo Dua Karengay Wo Kabool Hogi Bus Waqt Aane Tak Unhen Sabar Karna Parega Or Inn Ki Dua, Mein Kabhi Radd Nahi Karunga" (Subhanallah E Wabihamdihi Subhanallah El Azeem)
Wo Bakshta Hai Gunah E Azeem B Lekin, Hmari Choti C Naiki Sanbhal Rkhta Hai,
Hm Usy Bhol Jaty Hain Roshni Me, Wo Tareeki Me B Khyal Rkhta Hai,
Jo Kbi Dair Se Lotun To Meri Maa Ki Tarah, Wo Mry Rizk Ka Hisa Nikal Rkhta Hai,
Gharo Me Jin K Diya B Nhi Hai Un K Lye, Fiza Me Chand Sitary Uchal Rkhta Hai,
Mohabat Apne Bando Se Kamal Rakhta Hai Woh Aik ALLAH Hi Hai Jo Apne Bandoon Ka Khayal Lazawal Rakhta Hai