اکثریت فرقہ پرستی سے تنگ ہے

Ahud1

Chief Minister (5k+ posts)
پاکستان میں یا دنیا بھر میں فرقہ پرستی پی قابو پانا بہت آسان ہے
آخری آیت کے انے تک کے دین کو واجب قرار دے دیا جاۓ

اس کے بعد کے واقیات پر ایمان رکھنا نہ رکھنا دین کے زمرے سے خارج کر دیا جاۓ
اور فرقہ پرستی کو حرام قرار دے دیا جے

Zakir phitkari... Jo puray dunya k musalmano ko mushrik mushrik kehta hai jo mazarat ko mantay hain... Or yazeed ko jannti kehta hai.... Ye pakkai jahannumi hai or is k followers bhe.. Akherat mai yazeed k sath he houngay
 
Ali raza babar

Chief Minister (5k+ posts)
پاکستان میں یا دنیا بھر میں فرقہ پرستی پی قابو پانا بہت آسان ہے
آخری آیت کے انے تک کے دین کو واجب قرار دے دیا جاۓ

اس کے بعد کے واقیات پر ایمان رکھنا نہ رکھنا دین کے زمرے سے خارج کر دیا جاۓ
اور فرقہ پرستی کو حرام قرار دے دیا جے

PERFECTLY!!!!!!!!!!!!!! Put , SPOT ON , That has been my point SINCE AGES
 
Afaq choudhry kabhe moudodi ki tareef karta hai kabhe zakir naik ki videos share karta hai... Is ko apna brain test karwana chaheye.. Is bavlay ko ye bhe nahe pata zakir naik ghair muqalid hai or imam abu hanifa k aqaid say ikhtilaf rakhta hai or imam abu hanifa ko ghalat kehta hai .. .. Is begherat insan ko ye bhe pata nahe houga
 
Afaq Chaudhry

کوئی مقلد ہو یا نا مقلد ، اس سے کیا فرق پڑتا ہے ؟؟ یہ بتاؤ قران اور سنّت میں کہاں لکھا ہے مقلد ہونا یا نہ ہونا ، مجھے قرآن اور سنّت سے کوئی فرقہ پرستی کے بارے میں ثابت کر دے میں اس کی بات ماں لوں گا ، دوسرا یہ بھی کوئی ثابت کرے کہ ایک کلمہ گو کی پہچان لفظ مسلمان کے علاوہ کوئی ہو سکتی ہے ؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟ ویسے بہتر ہے ہر فرقہ پرست اپنے دماغ کا علاج کروائے ، جس کو ہر وقت سازش کی بو آئے وہ وہ ہی اصل میں فتنے اور تفریق کا سبب ہے
رہی بات میری میں ہر اس اچھی بات کو پسند کرتا ہوں جو امّت میں فرقہ پرستی کی بجائے اتحاد کی بات کرے ، کوئی مولانا مودودی کرے یا کوئی اور اس سے فرق نہیں پڑتا
 
sohnidhartie

Minister (2k+ posts)
پاکستان میں یا دنیا بھر میں فرقہ پرستی پی قابو پانا بہت آسان ہے
آخری آیت کے انے تک کے دین کو واجب قرار دے دیا جاۓ

اس کے بعد کے واقیات پر ایمان رکھنا نہ رکھنا دین کے زمرے سے خارج کر دیا جاۓ
اور فرقہ پرستی کو حرام قرار دے دیا جے

This will create another firqa.
 
sohnidhartie

Minister (2k+ posts)
پاکستان میں یا دنیا بھر میں فرقہ پرستی پی قابو پانا بہت آسان ہے
آخری آیت کے انے تک کے دین کو واجب قرار دے دیا جاۓ

اس کے بعد کے واقیات پر ایمان رکھنا نہ رکھنا دین کے زمرے سے خارج کر دیا جاۓ
اور فرقہ پرستی کو حرام قرار دے دیا جے

Another way is to follow the way of disciples, despite the differences in opinion there was only one masjid e Nab , there are 3 in my village for 100 homes, one of them were offering boiled eggs if u attend morning prayer due to shortage of namazis.
 
کوئی مقلد ہو یا نا مقلد ، اس سے کیا فرق پڑتا ہے ؟؟ یہ بتاؤ قران اور سنّت میں کہاں لکھا ہے مقلد ہونا یا نہ ہونا ، مجھے قرآن اور سنّت سے کوئی فرقہ پرستی کے بارے میں ثابت کر دے میں اس کی بات ماں لوں گا ، دوسرا یہ بھی کوئی ثابت کرے کہ ایک کلمہ گو کی پہچان لفظ مسلمان کے علاوہ کوئی ہو سکتی ہے ؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟ ویسے بہتر ہے ہر فرقہ پرست اپنے دماغ کا علاج کروائے ، جس کو ہر وقت سازش کی بو آئے وہ وہ ہی اصل میں فتنے اور تفریق کا سبب ہے
رہی بات میری میں ہر اس اچھی بات کو پسند کرتا ہوں جو امّت میں فرقہ پرستی کی بجائے ات*اد کی بات کرے ، کوئی مولانا مودودی کرے یا کوئی اور اس سے فرق نہیں پڑتا
mai tmhy sabid bhe kardo tmhy manna tou hai nahe mai boht dafa sabit karchuka hou tm mantay hou nahe .... muqalid ka opposite ghair muqalid nahe hota muhaqiq hota hai ..... ghair muqalid houna gumrahe hai khuli ... kyu k jab tak ap muhaqiq na houn Quran o sunnat say masla akhaz nahe karsktay ....... na zakir naik mohaqiq hai na he majority ahle hadees ... so ye firqa he ghumrahe pay hai ..farq ye parta hai ... tmhy isleye farq nahe parta kyu k tmhari brain washing shirk or biddat pay hoey hai tmhy is k elawa deen ka pata he nahe ,,,jabhe itni bachqana bat kardi k muqalid or ghair muqalid hounay say farq he nahe parta.... huzoor e ghos e azam , data Ali hajweeri , khuwaja meon uddin chisti , Shah Wali ullah etc sub muqalid thay
 
کوئی مقلد ہو یا نا مقلد ، اس سے کیا فرق پڑتا ہے ؟؟ یہ بتاؤ قران اور سنّت میں کہاں لکھا ہے مقلد ہونا یا نہ ہونا ، مجھے قرآن اور سنّت سے کوئی فرقہ پرستی کے بارے میں ثابت کر دے میں اس کی بات ماں لوں گا ، دوسرا یہ بھی کوئی ثابت کرے کہ ایک کلمہ گو کی پہچان لفظ مسلمان کے علاوہ کوئی ہو سکتی ہے ؟؟؟؟؟؟؟؟؟؟ ویسے بہتر ہے ہر فرقہ پرست اپنے دماغ کا علاج کروائے ، جس کو ہر وقت سازش کی بو آئے وہ وہ ہی اصل میں فتنے اور تفریق کا سبب ہے
رہی بات میری میں ہر اس اچھی بات کو پسند کرتا ہوں جو امّت میں فرقہ پرستی کی بجائے اتحاد کی بات کرے ، کوئی مولانا مودودی کرے یا کوئی اور اس سے فرق نہیں پڑتا
:) yehe masla hai, hum nay deen parha nahe or batain aesi kartay hain jaisay PHD kar k bethain hain .... ghouniyat ul talibeen parhlo Huzoor e ghoos e azam nay saaf saaf likha hai ak firqa jannati houga or wo hai ahle sunnat .... har ALLAh kay wali apnay ap ko Ahle sunnat kehtay thay ...... firqa bandi sahaba k door mai he shuru hougai the ak munafiqoun ka firqa tha ak sahaba ki jamat the ...phr agar musalman likhna kafi hai tou tm sunni kyu kehtay hou apnay app ko ye bhe firqa parasti hoe na ?? shia or sunni ?? firqa wo hota hai jo sahaba ki jamat say alag houjaey .. ahle sunnat sahaba ki jamat ka tasalsul hai
 
سوال گندم جواب چنا ، میری وجہ سے آپ کی جنت یا جہنم کا فیصلہ نہیں ہونا ، کس نے کیا کیا، مقلد تھا یا نہیں تھا ، ذاکر نائیک کو بھی ایک طرف رکھیں ، اس نے بھی آپ اور میری طرح اپنے اعمال کا جواب دینا ہے ، آپ قران اور سنّت سے فرقہ ہونے کا حوالہ دیں یا تسلیم کریں کہ یہ سب اسلام کے خلاف ہے
 
firqa parasti hoti kya hai ?? firqa wo hota hai jo sahaba ki jamat say nikal gaya hou ikhtilaf kar k .. jaisay khawarij than shia than wahabi than ahle hadees than deobandi ...... zakir naik khud ghair muqalid hai jo k ak firqa hai ...... moudodi or zakir naik tou yazeed ko sahabi mantay hain ye tou pakkay jahannumi hain,, moudodi tou yazeed pay durood shareef bhejnay ka bhe qail hai *****
 
Afaq Chaudhry

Chief Minister (5k+ posts)
:) yehe masla hai, hum nay deen parha nahe or batain aesi kartay hain jaisay PHD kar k bethain hain .... ghouniyat ul talibeen parhlo Huzoor e ghoos e azam nay saaf saaf likha hai ak firqa jannati houga or wo hai ahle sunnat .... har ALLAh kay wali apnay ap ko Ahle sunnat kehtay thay ...... firqa bandi sahaba k door mai he shuru hougai the ak munafiqoun ka firqa tha ak sahaba ki jamat the ...phr agar musalman likhna kafi hai tou tm sunni kyu kehtay hou apnay app ko ye bhe firqa parasti hoe na ?? shia or sunni ?? firqa wo hota hai jo sahaba ki jamat say alag houjaey .. ahle sunnat sahaba ki jamat ka tasalsul hai

App phir mere asal sawal our jawab ki ghar bhar ker rahe ho, aap bataieeen firqa wariet ka aghaz nabi kareem SAW ki zindgi main nhowa ya sadion baat ???

Ikhtelaaf ke nam per musalmanoon ne firqe bana lie, us ka jawaz jo Allah ke ahkamaat our seerat main dhondhte hain kia woh drust ker rahe hain ?

Us se sabit hota he keh sub baat ki paidawaar he jis ka islam se koi taaluq nahi.

Doosri baaat aap bataieen kia Allah ke haan amal ka faisla firqe ki bunyaad per hoga ya aamaaal ki bunyaad per ???

Jo allah our rasool SAW ki baat mane woh ahlesunnat hi hota he , us lie Musalman ki pehchaaan sirif Musalman he firqa nahi .
 
سوال گندم جواب چنا ، میری وجہ سے آپ کی جنت یا جہنم کا فیصلہ نہیں ہونا ، کس نے کیا کیا، مقلد تھا یا نہیں تھا ، ذاکر نائیک کو بھی ایک طرف رکھیں ، اس نے بھی آپ اور میری طرح اپنے اعمال کا جواب دینا ہے ، آپ قران اور سنّت سے فرقہ ہونے کا حوالہ دیں یا تسلیم کریں کہ یہ سب اسلام کے خلاف ہے
mainy jawab daydiya hai firqa wo hota hai jo sahaba ki jamat say alag howa hou apnay aqeeday mai .... khali pehchan k leye ahle sunnat apnay app ko kehna firqa parasti nahe .... baqi jitnay firqay hain wo ghalat hain ... firqa houna ghalat hai ,,, apni pehchan k leye naam rakhna firqa wariyat nahe .... agar nam rakhna bhe ghalat hai tou phr ap ko pata kaisay chalayga koun qadyanii hai koun shia koun ismaeli koun deobandi koun ahle hadees
 
App phir mere asal sawal our jawab ki ghar bhar ker rahe ho, aap bataieeen firqa wariet ka aghaz nabi kareem SAW ki zindgi main nhowa ya sadion baat ???

Ikhtelaaf ke nam per musalmanoon ne firqe bana lie, us ka jawaz jo Allah ke ahkamaat our seerat main dhondhte hain kia woh drust ker rahe hain ?

Us se sabit hota he keh sub baat ki paidawaar he jis ka islam se koi taaluq nahi.

Doosri baaat aap bataieen kia Allah ke haan amal ka faisla firqe ki bunyaad per hoga ya aamaaal ki bunyaad per ???

Jo allah our rasool SAW ki baat mane woh ahlesunnat hi hota he , us lie Musalman ki pehchaaan sirif Musalman he firqa nahi .
firqay nahe aqaid ki bunyad pay houga faisla jannat or duzakh ka... or jis k aqaid ak jamat say miltay houngay wo jannati houga baqi jahannumi ,,,, tm nay kya wo Hadees nahe suni jis ka mafhoom hai " meri ummat mai 73 firqay houjain gay sirf ak jamat jannati hougi or baqi 72 jahnnumi " ye faisla Nabi pak pbuh nay khud farmadiya k jannat or duzakh ka faisla aqeeday par houga jis ka aqeeda ak jamat say milta houga wo jannati baqi jahannumi houngay
 
Believer12

Chief Minister (5k+ posts)
فرقہ پرستی سے اتنا نقصان نہیں جتنا دہشت گرد جماعتوں سے ہے، جماعت اسلامی ہو یا دیگر ان سے بہتر تو فرقے تھے جنکی لڑائی خون خرابے تک نہیں جاتی تھی
 
Afaq Chaudhry

Chief Minister (5k+ posts)
mainy jawab daydiya hai firqa wo hota hai jo sahaba ki jamat say alag howa hou apnay aqeeday mai .... khali pehchan k leye ahle sunnat apnay app ko kehna firqa parasti nahe .... baqi jitnay firqay hain wo ghalat hain ... firqa houna ghalat hai ,,, apni pehchan k leye naam rakhna firqa wariyat nahe .... agar nam rakhna bhe ghalat hai tou phr ap ko pata kaisay chalayga koun qadyanii hai koun shia koun ismaeli koun deobandi koun ahle hadees

Ye asal ghalt fehmi he jis ko hum her jagah mix ker dete hain, Allah ke rasool ne ikhtelaaf ko rehmat ka sabab qarar dia , hum ne zehmat main badl dia.

Sahaba ke agar koi ikhtelaaf the to kisi ne apne aap ko firqe ka nam nahi dia nah hi ulamaibe umaat ne kie sadion tak..........

Us sawal ka jawab bhai aaap dain keh Musalman hone ke bawjood hamain alag se shanakht ki zaroort hi kuion he ???

Brailvi, Deobandi, Ahlehadees koi bhai he, yahan main shaia maslak ki baat nahi ker raha us lie keh woh foran alzamaat per aa jaate hain, aksar gustakhion ki had tak, us lie jitne bhai fire ya masalaik hain un ko soochna chahie keh woh Allah our Rasool SAW ki baat ko maqadam rakhian nah keh ikhtelaaf ko.

Qadianion ko un sub se alag rakhian woh to hain hi Nabuwat ke inkari ,saare maslak our firqe sirif us aik baat per mutafiq hain keh woh Allah ke rasool ko akhri nabi nahi mante.

Isi tarah agar ye saaare ye baat bhai maan lain keh firqa wariet main kisi ki nijat nahi to hum aik dosre ke qareeb aa sakte hain,

JI main main ne aksar dekha he keh wahan aksariet aise loogoon ki he jo us firqa wariet se tanr sataie howe the our un ko yahan muhabat our bhai chaare ki faza nazar aati he, woh chahieen to apne maslak per amal kerte raheen jo drust samjhte hain laiken un muaamlaat per to aik raheeen jo ijtemaaie zimah daari ka taqaza kerte hain.