agar ye harkaat bush karta tu ajeeb baat hotti
ye obamma kar rha hy tu koi baat nahi usny kuch time Pakistan main bhi guzara hy
isliye kuch Pakistanisum a giya hy
wessy ismain koi buraie bhi nahi hy k aik president mulk ka rebot ban kar rahy, UK and USA k wazir azam yaan president sab hi kaa makrty hain, time pass nahi kaarty robotic smile dy kar Nawaz sharif, mamnoon yaan Zardari ki tarha