mujhe to aaj se aik saal pehle bhi jab meri POSTS 27000 thin Permanent Ban kia tha
woh to main aap ki aur dosre doston ki support se UNBAN hua tha
aap ka mujh par barra ahsaan hai Annie ji
Atif k forum par un doston ko keh chuka hoon ke Ab UNBAN ho bhi gaya to nahi jaoon ga
lekin agar aap kisi thread main hua karain gi yah khan sultan ji hua karain ge to main aaya kayon ga
rahi baat aamir uetn ki , to woh atif k forum par hai
mere liye forum , POSTS , threads , se ziyada important mere dost hain , aur mere doston main aap bhi hain