"VERY NICE ARTICLE " BY " MR HAROON RASHID "

DR MEHMOODZAI

Councller (250+ posts)
07_05.gif
 
G

Guest

Guest
wesy sach hi likha hae :(
ALLAH hum sab ko seddhi rah dikahen,,aameen,
 

Raaz

(50k+ posts) بابائے فورم
Very good and right.
He means , Trust in Allah Talla and follow rules. Dont worship personalities. This is hinduism.

Nawaz and Zardai say $$ Khape , Harron Rashid wants "Pakistan Khape"
 

Saladin A

Minister (2k+ posts)
Phir Charagh-e-Lala Se Roshan Hoay Koh-o-Daman
Mujh Ko Phir Naghmon Pe Uqsanay Laga Murgh-e-Chaman
Apne Mun Mein Doob Ker Paja Suragh-e-Zindagi
Tu Agar Mera Nahi Banta Na Bun... Apna To Bun
Then, Tulips Blossoming have brought life to Mountains and Valleys
Seeing this scenery and Birds singing; its tempting me to sing as well
Dive within yourself and find the secret of life
If you dislike following me, then don't! but at least listen to your own self

Mun Ki Dunya Mun Ki Dunya Sooz-o-Masti Jazb-o-Shouq
Tan Ki Dunya Tun Ki Dunya Sood-o-Sauda Makr-o-Fun
Mun Ki Doulat Haath Aati Hai To Phir Jaati Nahi
Tan Ki Daulat Chaaon Hai Aata Hai Dhan Jata Hai Dhan


Inward world is feelings-emotions, and passion-interests
Outward world is bargain-dealings, and deception-art
When one attains inward wealth then one never looses it
Outward wealth is like a shadow, Money comes and goes

Mun Ki Dunya Mein Na Paya Mein Ne Afrangi Ka Raaj
Mun Ki Dunya Mein Na Dekhe Mein Ne Shaikh-o-Brahman
Paani Paani Ker Gayi Mujh Ko Qalandar Ki Yeh Baat
Tu Jhuka Jab Ghair Ke Agay Na Mun Tera Na Tan


In inward world I dint find the throne of Britishers
In inward world I didn't find Sheikhs nor Brahmins
This message of saint made me humble and brought humility
When you prostate in front of others you loose both inner and outer world

Abb to, Apna Maqaam Paida Ker

At least Now!...Set your own standard

Nahin Tera Nashemen Qasr-e-sultani Ke Gumbat Per
Tu Shaheen He Basera Ker Paharon Ki Chatano Mein

Your abode is not on the domes and palaces of sultans
You are an Eagle, traverse and dwell through the heights of mountains

(You were not made to take things lightly and relax, you were made to face challenges head-on and overcome them)

"Shikwa ba az gardishe taqdeer kerd
"Kare khud ra muhkem az tadbeer kerd"

"Sabaq phir parh Sadaaqat ka, Adaalat ka, Shuja'at ka,
Liya jayega Tujh se kaam Dunya ki Imaamat ka."

"HazaaroN saal Nargis apni be-noori peh Roti hai
Bari mushkil sey hota hai chaman mein Deedawar paida!"

"Maghrib ki waadiyon men goonji Azan Hamaari,
Thamta natha kisi se sayle-rawaan hamaara."

These leaders are a result of our sins, as Allah says: Whatever misfortune happens to you, is because of the things your hands have wrought (42:30).. And He says: Thus do we make the wrongdoers turn to each other, because of what they earn (6:129).

Haroon sahib, sub qasoor mera ha, tera ha, hamara ha, tumara ha, sub ka ha. Hum inn chooroun, dakoun, uchkoun aur mulk farooshoun ke ghulam aur poojari bann gaye hein. Hamari zameer mer gayi ha, aur jab qoomo ki zameer mer jati ha tou qoomain tabah ho jati hain.