Ummah ko Chummah!

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Where in the Quran is it written?
Pervezi logoon ka kuch nahi hosakta. Instead of questioning there fatalistic false beliefs they think they are intellectually correct. Allah inhain seedhi rah dikhay. Ameen

azeezam hammy lucky sb, aap surah annaas ko theek tarah se samajhne ke liye padhiye. aap dekhen ge is main sab insaanu ko saaf saaf bataaya gayaa hai keh woh khudaa ki panah main aayen. issi baat se sawalaat peda hote hen keh aakhir khudaa ki panah ki insaanu ko zaroorat hi kia hai ya kyun hai? ya khudaa ki panah kia hoti hai ya kia ho sakti hai insaanu ke liye? insaanu ko kia kerna pade ga keh un ko khudaa ki panah mil sake? ya khudaa insaanu ko apni panah kaise de ga yani us ka tareeqae kaar kia ho ga?

ham log khudaa ko rabbul aalameen kyun kehte aur maante hen? kia woh ham per aasmaan se rotiyan bharsaata hai?

her insaan ko baatun ko theek tarah se samajhne per dhiyaan dena chahiye keh woh theek hen ya ghalat. agar theek hen to kyun aur agar ghalat hen to kyun. yahee maqsad hona chahiye logoon ka aapas main baaten kerne se taa keh ham sab ki ilmi satah behtar se behtar hoti jaaye aik doosre se behtar baaten seekh ker.

regards and all the best.
 
hammy_lucky

MPA (400+ posts)
insaaniyat aik ummat ban ker hi rahe gi chahe kisi ko achhaa lage ya bura. This is the declared destiny of humanity according to God in the quran.
Sorry Chacha is apnay claim ka jawab do. Storian na sunao.
Where is this declared destiny in Quran? Provide me with specific Verse.
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Sorry Chacha is apnay claim ka jawab do. Storian na sunao.
Where is this declared destiny in Quran? Provide me with specific Verse.

azeezam hammy lucky sb, sab se pehle ye baat aap ke liye aham hai keh aap quraan ko khud theek tarah se samajhne ke liye soch samajh ker theek tareeqe se padhen. ye tareeqa kia hai main diye ge links main bataa chuka hun. agar aap aisa ker chuke hen to kia aap ye bataa sakte hen keh kisi bhi baat ko theek tarah se samajhne ke liye kia kai laazmi tor per darkaar hota hai jis ke baghair koi bhi baat theek tarah se kisi ki bhi samajh main aa hi nahin sakti? waise ye baat bhi main samjhaa chuk a hun agar aap ki nazar se nahin guzri to us ko padhen.

ishaare ke liye itna hi kahun ga keh kia aap ye baat tasleem kerte hen keh khudaa ne aakhari kitaab sab insaanu ke liye bhaiji hai apne aakhari paighambar ke zariye. agar aakhare kaar sab log aik na hun ge to kia khudaa ki taraf se ye mission kaamyaab maana jaaye ga? khudaa ne deene isalm ko duniya bhar ke logoon per ghalbe ka bataaya hai, to kia aap ko is baat ko samajhne main koi tradad ya mushkil hai? khudaa ke deen ka ye ghalba zor zabardasti ka nahin ho ga.

regards and all the best.
 
Last edited:

arifkarim

Prime Minister (20k+ posts)

UAE Eyes $1 Trillion Economic Activity With Israel Over 10 Years
By Abeer Abu Omar
13 September 2021, 14:29 BST
Updated on 14 September 2021, 09:35 BST
Abdulla Bin Touq Al Marri,
Abdulla Bin Touq Al Marri, Photographer: Valery Sharifulin/TASS/ Getty Images
The United Arab Emirates is seeking to grow economic ties with Israel to more than $1 trillion over the next decade, Economy Minister Abdulla Bin Touq said Monday, strengthening a year-old relationship that’s already produced billions of dollars worth of business.

Those deals include Mubadala Investment Co.’s $1 billion purchase of Tel Aviv-listed Delek’s stake in an Israeli gas field, Bin Touq told a virtual conference from the U.S., where he is leading a high-level business delegation. The Gulf country has also signed more than 60 memorandums of understanding with Israel since normalizing relations in 2020, he said, and is expecting an “influx” of trade in the next two years.
What's the problem? 18 percent of Israelis are Muslims. Can't they trade with other Muslims just because they are Israelis Khotay?
 
arifkarim

Prime Minister (20k+ posts)
We muslims are historically traitors. They are traitors to their families, friends and nation. There are more traitors in Muslims than the all combine religions. I think they are also chronic hypocrites as well. Had they not hypocrites,then they would not have produced so many traitors.Never mind the Arabs, just read our own history of sub continent. You will find many Mirs still hidding in our slaves. Look at our former COAS ,none of them is residing in their native country. NS ran away to England only because he couldn't stand prison in Pakistan which is notorious for its torchure cells. Then he calls himself ideology driven ,conceptual. He does not know that ideology demands sacrifices. It needs blood to nurture the soil to change its complex. Yet, he is full with big words and lots of talk.
Look at Kiyani, the former COAS .He is cultivating Australian land for his retirement. Musharraf is sick, but when he was not sick he wanted to stay abroad. They only come to rule in Pakistan.
Look at IK. He talks lots about living in Pakistan ,but his own off springs come here to spend their vacations. They don't want to live in Pakistan and consider it their homeland.

They are all making us fool. None of them has any character.
How is UAE ties with regional country like Israel treacherous Khotay Jiyalay? If having ties with Israel is good for their country then be it. Why are you complaining? Are you Emirati or Israeli Khotay?
 
hammy_lucky

MPA (400+ posts)
azeezam hammy lucky sb, sab se pehle ye baat aap ke liye aham hai keh aap quraan ko khud theek tarah se samajhne ke liye soch samajh ker theek tareeqe se padhen. ye tareeqa kia hai main diye ge links main bataa chuka hun. agar aap aisa ker chuke hen to kia aap ye bataa sakte hen keh kisi bhi baat ko theek tarah se samajhne ke liye kia kai laazmi tor per darkaar hota hai jis ke baghair koi bhi baat theek tarah se kisi ki bhi samajh main aa hi nahin sakti? waise ye baat bhi main samjhaa chuk a hun agar aap ki nazar se nahin guzri to us ko padhen.

ishaare ke liye itna hi kahun ga keh kia aap ye baat tasleem kerte hen keh khudaa ne aakhari kitaab sab insaanu ke liye bhaiji hai apne aakhari paighambar ke zariye. agar aakhare kaar sab log aik na hun ge to kia khudaa ki taraf se ye mission kaamyaab maana jaaye ga? khudaa ne deene isalm ko duniya bhar ke logoon per ghalbe ka bataaya hai, to kia aap ko is baat ko samajhne main koi tradad ya mushkil hai? khudaa ke deen ka ye ghalba zor zabardasti ka nahin ho ga.

regards and all the best.
phir itna lamba lecture. Bhai sahb verse batao verse jis main Allah nay farmaya ho kay Poori dunya per Islam ka ghalba hoga aur Ummat ke hukumat hogi.
Aap logon ka problem hay kay Aap log black & white soochtay ho. Dunya kabhi jannat nahi bun sakti !!!!!
Yay imtihan gah hai. Quran ka mukhatib individual hai aur Allah naiki aur achai ke taleem deta hai. Amaal kay mutabiq har insaan ka hisaab hojay ga. Allah ka koi waada nahi kay woh har haal main Dunya ko jannat banay ga. There is a difference between Jannat & Dunya. Dunya imtihaan ke liay hai. Jannat inaam hai jahan loog koi buri baat nahi dekhein gay. Wahan satan bhe nahi hoga. Bus salaamti he salaamti ho ge.
Allah ka koi naozubillah muqabla nahi hai kisi say. Na usay kuch prove karna hai kisi ke saamnay. Us nay saaf saaf batadia hai jo achay kaam karay ga jannat main jay ga aur zaalimo ko jahannum se bhar de ga.
Tu bhai aap yay fazool theory ko chooro aur agar itna he maantay ho tu lao phir Quran ke koi verse. Kisi verse ke Interpretation tuk nahi ho sakti jis declared destiny ka aap zikar karrahay ho.
Jhoot per saray mafroozay hain aap kay.
Allah hidayat day.
 
Siberite

Chief Minister (5k+ posts)
Yes two nation theory was a lie. It was proven in Dhaka fall
Youthian mule.if BD was any example, it would have been non Islamic country or your native Hindu country after it part away from Pakistan. The Bengali were the main force behind two nation theory during the freedom struggle,if your Hazoori parent taught you anything. The two nations theory is even more stronger after Pakistan split.
 
Khotay Patwari, Dhaka fall proved Muslims of India were not one nation as two nation theory claimed in the backdrop of Hindus
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
phir itna lamba lecture. Bhai sahb verse batao verse jis main Allah nay farmaya ho kay Poori dunya per Islam ka ghalba hoga aur Ummat ke hukumat hogi.
Aap logon ka problem hay kay Aap log black & white soochtay ho. Dunya kabhi jannat nahi bun sakti !!!!!
Yay imtihan gah hai. Quran ka mukhatib individual hai aur Allah naiki aur achai ke taleem deta hai. Amaal kay mutabiq har insaan ka hisaab hojay ga. Allah ka koi waada nahi kay woh har haal main Dunya ko jannat banay ga. There is a difference between Jannat & Dunya. Dunya imtihaan ke liay hai. Jannat inaam hai jahan loog koi buri baat nahi dekhein gay. Wahan satan bhe nahi hoga. Bus salaamti he salaamti ho ge.
Allah ka koi naozubillah muqabla nahi hai kisi say. Na usay kuch prove karna hai kisi ke saamnay. Us nay saaf saaf batadia hai jo achay kaam karay ga jannat main jay ga aur zaalimo ko jahannum se bhar de ga.
Tu bhai aap yay fazool theory ko chooro aur agar itna he maantay ho tu lao phir Quran ke koi verse. Kisi verse ke Interpretation tuk nahi ho sakti jis declared destiny ka aap zikar karrahay ho.
Jhoot per saray mafroozay hain aap kay.
Allah hidayat day.

azeezam hammy lucky sb, maazrat ke saath arz hai keh aap ki baatun se mujhe yun lagta hai keh aap quraan ko theek tarah se samajhne ke baare main shadeed taradad main hen.

koi pareshaani waali baat nahin hai bas aap kuchh bunyaadi baatun ko seekh len ge to aap ka ye taradad jaata rahe ga.

1)kisi bhi shai ka saheeh ilm haasil kerna ke lawazmaat kia kia hote hen.
2)bila waasta ilm seekhna kia hota hai.
3)bil waasta ilm seekhan kia hota hai.
4)apne matlab ki baatun ko lena aur baaqi ko chhor dena kia hota hai.
5)kisi bhi shai ko theek tarah se jaanchna ke usool kahaan se aate hen aur kia hote hen.
6)insaani zabaan kia shai aur kahaan se aati hai.
7)insaani zabaan ke ilfaaz kahaan se aate hen aur un ke maani kahaan se aate hen aur kaise aate hen.
8)khudaa ur insan ke zabaan ke istemaal main farq kia hai, kaise hai aur kyun hai.

baghair in baatun ko jaane bhi baat ho sakti hai magar woh aik bahot hi lamba raasta hai ussi manzil per pohnchane ka. maazrat ke saath main kyunkeh aik bahot hi aham project main laga hun lihaaza mere paas us raaste per chal ker her aik ko baaten samajhaane ka waqt nahin hai. albatta main ne bahot si baatun ko tafseel se bayaan ker diya hai aur jin hazraat ko ilm se lagao hai woh wahaan se madad le sakte hen. beshak khudaa taala hidayat haasil kerne waalun ko apni saheeh manzil tak pohnchaa deta hai.

Bhai sahb!
Simple sa question thaa Quran ke verse ka.
Alhamdulillah Quran parhta hoon. Allah nay samajhnay aur Amal karnay ke liay apni kitaab ko buhat asaan banaya hai.
Mere seedhay sawal kay bajay bus aap apni philosophy bata rahay ho.
Barahe meherbani jab VERSE milay tu jawab deejiay ga.

All the best!