Qoran recitation with Tarteel, 4 principles. Dr. M. Iqbal

Citizen X

President (40k+ posts)
In bareekiyon mein pardne se phele Quran ko samaj lo to behter hai, us ka tajuma aur tafseer pardlo. App jitni marzi aala nafees aur khoobsoorat talawat kerlo lekin aap ko samaj kuch nahi aa rahi ke is talawat ka kya matlab hai to kuch khass faida nahi, jo sawab milna hai woh to millay ga.

Lekin jo hidayat, ahkham, naseeyat aur inzaar jo Quran mein hai woh aap tak nahi pounchay gi.

Quran sirf pard ke sawab kamay ke liye nahi naazil huwa, is mein kya likha hai aur us ko samaj na nihayat hi aham aur zururi hai.
 
stargazer

Chief Minister (5k+ posts)

No argument there. We can always do things at the same time, spend more time on reading the Tarjuma and less on trying to correcting tajveed.