"Punjab government is working better as compare to other provinces" - Dr. AQ Khan

عام آدمی

MPA (400+ posts)
5-5-2012_105777_1.gif

Why is he giving mix statements?
 
Last edited by a moderator:

rajaokayoum

Minister (2k+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

may be like others , put rate up by meeting IK than................................
 
ambroxo

Minister (2k+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

میرے خیال میں ڈاکٹر عبدا لقدیرجو کھچ دیکھتے ہیں بغیر لگی لپٹی کہ دیتے ہیں
بہرحال ان کو سیاست میں آنے سے گریز کرنا چایئے ، یہ انتہا درجے کا غلیظ تالاب ہے

Waffen SS

Banned
Re: What happened to Dr Qadeer

عبدالقدیر سے اختلافات اپنی جگہ مگر وہ ن لیگ اور تحریک عمران کے جاہل کارکنوں سے کہیں زیادہ چالاک آدمی ہے۔ وہ ان دونوں جماعتوں سے کھیلتا رہے گا۔

آخر ایک ایٹمی سمگلر ہے، اس کی دماغی صلاحیت عمران اور ڈینگی برادران سے ہزاروں گنا زیادہ ہے۔ ان جیسوں کو آگے لگا کر رکھنا ڈاکٹر عبدالقدیر کیلیے بہت ہی آسان ہے۔
 
mnalam49

Minister (2k+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

Abdul Qadeer ko na rating kee zaroorat hai na kisi siasat ko..Dr. Qadeer ko siasat key gandey khel sey door rahna chahey...Dr. Qadeer ka muqam in sab sey buland hai. By nature woh bohot fair and innocient admi hai. Yeh baat bhi fact hai keh baqi teen sobon key nisbat punjab ka haal qadrey behter hai agar dekha jai....Baqi PTI waley siasi ikhtilaf mein haqeeqat nahin dekhtey woh aur masaila hai. Hamein KPK ka pata hai keh wahan keya situation hai karachi jal raha Balochistan mein log ghaib ho rahey hain KPK mein suicides ho rahey hain taliban key hamley ho rahey hain karachi mein Target killings hoti hai Punjab kam az kam in bemarion sey to bacha hoa hai...Baqi Punjab mein Dakey parhtey hain yeh masaila purey mulk ka hai..Magar Dr. Qadeer ney jo dekha bayan kar deya ..uski apni respect hai woh mohsin pakistan hai uski izzat hamaisha rahey gee....
 
reliable

Senator (1k+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

ڈاکٹر صاحب اس سیاسی گفتگو سے بالا تر ہیں . ان کے مقام پر کوئی سیاسی لیڈر نہیں پنہچ سکتا . ہمیں ان کی بات کا برّا نہیں ماننا چاھیئے . یہ سب کے بارے میں کچھ نا کچھ کہتے رہتے ہیں.
 
Waffen SS

Banned
Re: What happened to Dr Qadeer

Abdul Qadeer ko na rating kee zaroorat hai na kisi siasat ko..Dr. Qadeer ko siasat key gandey khel sey door rahna chahey...Dr. Qadeer ka muqam in sab sey buland hai. By nature woh bohot fair and innocient admi hai. Yeh baat bhi fact hai keh baqi teen sobon key nisbat punjab ka haal qadrey behter hai agar dekha jai....Baqi PTI waley siasi ikhtilaf mein haqeeqat nahin dekhtey woh aur masaila hai. Hamein KPK ka pata hai keh wahan keya situation hai karachi jal raha Balochistan mein log ghaib ho rahey hain KPK mein suicides ho rahey hain taliban key hamley ho rahey hain karachi mein Target killings hoti hai Punjab kam az kam in bemarion sey to bacha hoa hai...Baqi Punjab mein Dakey parhtey hain yeh masaila purey mulk ka hai..Magar Dr. Qadeer ney jo dekha bayan kar deya ..uski apni respect hai woh mohsin pakistan hai uski izzat hamaisha rahey gee....

وہ تو ہماری اسٹیبلشمنٹ اور بیرونی طاقتیں اجازت نہیں دیتیں ورنہ یہ ایٹمی سمگلر ایسی سیاست کرتا کہ عمران اور نواز جیسے بیوقوفوں کا بوریا بستر گول ہو چکا ہوتا۔
 
nostalgic

MPA (400+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

bcoz he is newbie into politics....and hmari syasat ksi shareef admi k bas ki bat nahi...
 
mnalam49

Minister (2k+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

وہ تو ہماری اسٹیبلشمنٹ اور بیرونی طاقتیں اجازت نہیں دیتیں ورنہ یہ ایٹمی سمگلر ایسی سیاست کرتا کہ عمران اور نواز جیسے بیوقوفوں کا بوریا بستر گول ہو چکا ہوتا۔

To aap bhi American and West key propaganda ka shikar ho keh usney smuggling kee hai aik baat to batao woh to aik Scientist tha keya woh smuggling akeley kar sakta tha uskey sath army bhi involve thi...usney muslim country kee help ke matlab iran or lybia kee is mein smuggling kahan sey agayee...agey phir army par baat arahi thi usney qurbani dey di aur sara kuch apney sir par ley leya ta keh Army ko aur mulk ko nuqsan na ho aur aap jaisey log to sirf khana jantey hain sacrifice karna nahin...usney is mulk key leyey jitna sacrifice keya woh aap ko keya pata uska demagh kharab tha keya keh Holland mein lakhon dollors kee naukari chor kar yahan ayey aur mulk ko Taqat dey aur jab qurbani di itni bari to aap jaisey log shoro ho gayey usko smuggler kehna barey ihsan faramosh log ho....aap jaisey log to is mulk key leyey aik takkey kee qurbani bhi nahin dey saktey....
 
Theekra

O bhai mere. Mujhy pta hai k aap ko acha nahi lagay ga but hum Kashmir, Terrorism, Army and OBL pe bhi west ko propaganda karnay ka kehte rahay. Aur akhir maan na para.

But yes, Army must be involved. Atomic Energy Commission k logon se baat kar k, jinho ne KRL me us wakt kaam kia tha, I found some interesting things. Un k mutabik Dr Qadeer was more involved in procurement part, and Army as well as AEC attribute major contribution to a Dr Ashfaq(who I don't know and is still an unknown hero). But it made sense to me because people in such high profile projects are not exposed to risks like that.

Having worked at SUPARCO(Space and Upper Atmosphere Research Commission), I know the quality of work being done in AEC. Honestly said, we are making a lot of false claims.

Secondly, from an engineering point of view, the claims that Dr Khan makes are simply impossible. We should not lie to sing praises of ourselves. Interestingly, Pakistan still can not develop machinery involved in this project. Major portion of our nuclear program has the exact foot-print of Chinese equipment. These facts give credence to int'l claims.

Some people even tell stories how Pakistan overnight imported Chinese short-range missiles and painted them to make our own Hatf-I :)

Ye discussion sirf Pak me hai k Pakistan became a nuclear power by itself. Rest of the world laughs at that claim.

HOWEVER, there ARE some people who are really heroic. Dr Sohaib Khan at NUST, I know, was involved in the Signal Processing part of missile program and people accept his contribution internationally.
 
Theekra

Senator (1k+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

وہ تو ہماری اسٹیبلشمنٹ اور بیرونی طاقتیں اجازت نہیں دیتیں ورنہ یہ ایٹمی سمگلر ایسی سیاست کرتا کہ عمران اور نواز جیسے بیوقوفوں کا بوریا بستر گول ہو چکا ہوتا۔

Itni bari cheez nahi hain ye. Smuggling karnay me kafi help hasil thi aur phir us par siasat bhi sahi tarah nahi kar sakay Dr sahib. Agar siasat karni thi to Iran se 1,2 dost bula kar un k sath photos banwa letay ( saying these are their nuclear scientists) Yahan kisi ko kia pta?
 
mrk123

Chief Minister (5k+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

I think you got it all wrong I don't think that he is street smart. He was not even an atomic scientist in the strict sense of the term. He is a metallurgist.

In Pakistani politics you have to be street smart par excellence which he seems to severely lack and could be gathered from his writings and statements.

عبدالقدیر سے اختلافات اپنی جگہ مگر وہ ن لیگ اور تحریک عمران کے جاہل کارکنوں سے کہیں زیادہ چالاک آدمی ہے۔ وہ ان دونوں جماعتوں سے کھیلتا رہے گا۔

آخر ایک ایٹمی سمگلر ہے، اس کی دماغی صلاحیت عمران اور ڈینگی برادران سے ہزاروں گنا زیادہ ہے۔ ان جیسوں کو آگے لگا کر رکھنا ڈاکٹر عبدالقدیر کیلیے بہت ہی آسان ہے۔
 
mnalam49

Minister (2k+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

For your kind information Dr Munir Ahmad khan ya Dr.Ashfaq Ahmad yeh donon PAEC key chairman they yeh commission 1961 mein bana tha 1974 tak uska koee progress nahin tha...1974 mein abdul qadeer ney offer kee keh mein yeh kaam kar sakta hon us time Dr. Ashfaq ney kaha keh yeh ham kar dein gey bhutto ney usko moqa deya 4 saal guzar gayey aik qadam bhi agey nahin barh sakey...phir majbooran bhutto ney Dr. Qadeer ko bulwa aur usko KRL ka charge dey deya....tab hee progress hoa..yeh aik fact hai PAEC waley just hawai batein kartey rahey woh sirf time passing kartey rahey hain jaisey pakistan key dosrey shobon mein ho raha hai aisey hee woh kartey rahey hain Dr. Qadeer aya tab hee to yeh kaam agey chala phir donon key darmian raqabat shoro ho gayee keh PAEC waley beurecratic andaz mein kaam kartey hain aur Dr. Qadeer jazbey sey kaam kar raha tha is leyey pakitan atomic power bana agar yeh PAEC key zama hota to ab tak ham bhi mulk key dosrey shobon kee tarah usko ro rahey hotey
 
ambroxo

Minister (2k+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

ننگ دھڑنگ طبقے کے ننہال ، امریکا بہادر نے یہ ٹیکنولوجی کب ایجاد کی تھی ؟

یا مشرق کی کالی ماتا اسے سری لنکا سے ساتھ لائی تھی ؟یا پھر چینیوں نے اسے چرس سے نتھار کر باہر نکالا تھا ؟

عبدالقدیر سے اختلافات اپنی جگہ مگر وہ ن لیگ اور تحریک عمران کے جاہل کارکنوں سے کہیں زیادہ چالاک آدمی ہے۔ وہ ان دونوں جماعتوں سے کھیلتا رہے گا۔

آخر ایک ایٹمی سمگلر ہے، اس کی دماغی صلاحیت عمران اور ڈینگی برادران سے ہزاروں گنا زیادہ ہے۔ ان جیسوں کو آگے لگا کر رکھنا ڈاکٹر عبدالقدیر کیلیے بہت ہی آسان ہے۔
 
sngilani

Chief Minister (5k+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

A simple and straight forward person like him is misfit in corrupt society of Pakistan.
 
Iqbal'shahen

Politcal Worker (100+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

unhon ny kaha hai andon main kana raja..to is main burai kia hai agar aik 100 Rs lotay aur dosra 200 to 100 wala behtr hua k ni?
 
JusticeLover

Minister (2k+ posts)
Re: What happened to Dr Qadeer

I will vote for IK not AQ , AQ is nothing but a puzzled old confused buddaha plus nuclear smuggler also typical opportunist.