Mr Chips excluded from intermediate curriculum, to be replaced by Islamic teachings instead

naveed

Chief Minister (5k+ posts)


لاہور(24نیوز) گڈ بائے مسٹر چپس کو ہمیشہ کیلئے گڈ بائے،55 سال سے انٹرمیڈیٹ انگریزی نصاب میں پڑھایا جانے والا مسٹر چپس نکال کر سیرت نبوی کے مضامین شامل کیے جائیں گے۔


تفصیلات کے مطابق انٹرمیڈیٹ انگریزی نصاب سے مسٹر چپس کا ناول نکالنے کیلئے ورکنگ پیپر تیار کر لیا گیا ہے، انٹرمیڈیٹ نصاب میں جیمز ہلٹن کا لکھا مسٹر چپس ناول 55 سال سے پڑھایا جا رہا ہے۔ انٹرمیڈیٹ میں مسٹر چپس کی جگہ سیرت نبوی پر مضامین شامل کیے جائیں گے، پنجاب کریکولم اینڈ ٹیکسٹ بک بورڈ ڈاکٹر عبد الرئوف کیسیرت نبوی کے مضامین شامل کرے گا، بورڈ کے آئندہ اجلاس میں مسٹر چپس کا ناول ختم کرنے کیلئے ورکنگ پیپر رکھا جائے گا۔

تعلیمی بورڈز کے امتحانات میں مسٹر چپس ناول سے متعلق 20 نمبرز کے سوالات شامل ہوتے ہیں، جیمز ہلٹن نے مسٹر چپس ناول 1934 میں لکھا تھا، پنجاب میں 1963 سے یہ نصاب کا حصہ ہے۔


53828754_1218921254950859_1536429867589959680_n.jpg
 
Last edited by a moderator:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
pakistan main asal deene islam se logoon ko rooshanaas karaane ki ashad zaroorat hai mullaan ke islam ne to pakistan ko yarghmaal banaaya huwa hai.

asal deene islam kia hai? asal deene islam woh hai jo quraan main apni asal haalat main mojood hai.

lihaaza zaroorat is baat ki hai keh logoon ko is qaabil banaaya jaaye keh woh deene islam ko theek tarah se quraan se samajh saken.

quraan se deene islam ko theek tarah se samajhne ke liye logoon ko saheeh tareeqe ko jaanane ki zaroorat hai. jab log us tareeqe ko jaan len ge to un ke liye quraan ko theek tarah se samajhna aasan ho jaaye ga.

ab sawaal peda hota hai quraan ko theek tarah se samajhne ka saheeh tareeqa kia hai jo fil haqeeqat kaam bhi kerta hai?

ye tareeqa main ne diye ge links main poori tarah explain ker diya hai jin ko is qadr shaaor haasil ho chuka hai woh us ko wahaan dekh sakte hen. For a detailed explanation of things about the quran, deen of islam and pakistan see HERE and HERE

deene islam khudaa ki taraf se logoon ko bataaye ge us raaste ka naam hai jo un ko is duniya main theek tarah se jeena sikhaata hai. ye woh raasta hai jis per chal ker log khudaa ke maqsade takhleeq ko poora ker sakte hen us ke diye huwe program ke mutaabiq.

khudaa ka diya huwa program yeh hai keh log aik ummat banen aik mumlikat main apni behtraeen zindagi guzaarne ke liye is duniya main aik doosre ki madad se ta keh woh khudaa ke maqsade takhleeq ko miljul ker poora ker saken.

khudaa ka maqsade takhleeq kia hai? ye poori tarah diye ge links main samjhaa diya gayaa hai wahaan dekh sakte hen. ye saari baten kerne ka maqsad ye hai log bewaqoof ban ker mullaan ke peechhe chal ker apna waqt aur zindagiyan balkeh apni aakhirat bhi barbaad na karen.


 
Last edited:

Raahi

Councller (250+ posts)
Bohat Acha Kia Hai, Intehai Shandar Iqdaam, Jitni Tareef Ki jae Kam hai Masha Allah.
 

Renegade

MPA (400+ posts)
While removing Chips is good, was Islamiyat not enough? How about adding topics which can broaden a student's world-view like related to world history, philosophy, psychology, environmental management etc.
 

shaheenzafar

MPA (400+ posts)
یہ حکومت کا بہت اچھا اقدام ہے لیکن اسکے علاوہ بھی حکومت کو تعلیمی سلیبس نرسری سے لے کر ماسٹر تک تبدیل کرنے کی ضرورت ہے پرائمری سکول کے بچوں پر لوڈ کم کیا جائے۔ غیر ضروری مضامین جو نصاب میں موجود ہیں جو بچوں کو فضول میں پڑھائے جاتے ہیں ان کو نکال دینا چاہئے اسکی جگہ ٹیکینکل تعلیم کو نصاب کا حصہ بنانا چاہئے ۔​
 

gorgias

Chief Minister (5k+ posts)
ہمارے خیال میں تو دونوں ضروری ہیں۔ انگریزی تعلیم اور اسلامی تعلیم کبھی ایک دوسرے کے متضاد نہیں۔ ہم تعلیمی نصاب میں انگریزی اور اسلامیات دونوں پڑھتے ہیں۔