Most complaints of Pakistanis are of Municipal services | Reveals PMDU

Technical_guy

Politcal Worker (100+ posts)
Boht ziada tang kia hua ha . Ma apni mother ka death certificate banwanay gaya to mujh sa property ka documents maang rahay hajn ka kitnay ki property lee or jitnay laakh ki property lee ha hr laakh par 2000 dena paray ga . Or wo bhi muncipal cometty ma he jama hongay . Ma na kaha aisa to koi rule nahi lahore islamabad ma to online facility ha to kehtay ha ka sindh ka aik city sa doosray city tak bhi muncipal ka rules change hain sindh ma. Boht bara haram khana khol rakha ba pppp na . Koi banda sakoon ma nahi ha . Hr banda haram khanay ma laga hua ha .