For me agar kisi ko captain banana hai to Mohammad Rizwan ko bana dena chahiay,, aur agley 4 saal tak ussey captain rakhein,, aur jitney b team mein siasat ker rahe hein un ko last warning de ker aik aur chance dein, agar dobara complain mille to unhein team se bye bye tata ker dein, rizwan ko support karein aur usse powers dein, Mohammad Rizwan ko mein ne as a fighter paaya hai,, brilliant WK hai aur sarfraz se behtreen batsman hai, duniya ke bohat c countries ne captain bnaey like Australia ka smith, new zeland ka williamson, bangladesh ka mushrafe,,