JC sb very well done but i think agar yeh jamhoriat hai tu phir Amriat ki shakal kia ho ge. truth yehi hai k PPP koi b kam longmarch k baghair nahine kare ge and woh b raat k 3 baje.
for example agar ek kharab fish pore talab ko gand akar date hai theek iss tarah in ka sirf NFC credit b koi maine nahine rakhta. in se jab b in he k narron (ROTI< KAPRA MAKAN) k bara pocha jaye tu yeh keh date hain k hum planing kar rahe hain-----. mera yeh sawal hai sab siasatdano se agar Allah na kare agar aap ki apni family pe yeh masla aye tu kia tab b aap yehi kehain gay k hum kuch kuch kar dain ge 5 sal baad. khuda k liye akal karo and khuda ki makhlook k liye b kcuh socho.