sawal yeh hai, qabar mein tu yeh rupaya paisa istamal ho ga nhi, kalsoom bibi ke husband jo bhi loot maar ki us ka faida un ko nhi howa, aur zardari ke paisa ka faida na benazeer ko howa. lekin azab zaroor ho ga agar iss kam mein yeh shareek rahe. paisa iss hi dunya mein rahe ga. sharam ani chahye. un sab ko jo in sarey dakuon ke defend kartey hain.
PAKISTAN in sab se upper hai. imran khan se muhabbat nhi karo. lekin is watan se tu mukhlis ho jao. patwario aur jiyalo. warna Allah ko jawab tu dena hi hai.