Actually sub [zardari] ki annoying smile say tung thay so thats why unho nay aisa time diya [zardari] ko, waisay b sub ko pata tha k is nay to paisay hi maangnay hain so na attend karain gay and na hi denay parain gai, Khud itna bank balance forigen accounts main rakha hua hai and doosron ko kehta phir rha hai k paisay do, sub leaders [zardari] ki tarah bewaqoof nahin hain, tabhie to friends of pakistan abhie tak laaraa laga rhay hain bus,