Benefits of astaghfar .

Raaz

(50k+ posts) بابائے فورم
کاش کہ ہمارے شیخ قران پر غور کا بھی درس دیں
حضرت ابوبکر صدیق کے بارے میں مشھور ہے کہ سب سے زیادہ غور و فکر فرمایا کرتے تھے
قران میں سب سے زیادہ ذکر کائنات میں پھیلی الله کی نشانیوں کا ہے کہ ان پر غور کرو

اس طریقے سے تم الله کی عبادت بھی کرو گے اور دنیا پر حکومت بھی کرو گے
لیکن یہاں تو رنگ برنگے دو نمبر کے شیخ صرف رٹا رٹایا سبق پڑھنے کی تلقین کرتے ہیں

مسلمانوں کب سمجھو گے ؟؟؟
قیامت آنے والی ہے ، تمھاری پھینٹی پچھلے پانچ سو سالوں سے لگ رہی ہے

گو کہ استغفر الله بہت اچھی چیز ہے لیکن کچھ اپنی روٹی کا تو کر لو
 

Amal

Chief Minister (5k+ posts)


ایک بار ایک شخص امام حسن بصری کے پاس آیا اور ان سے شکایت کی:
*"آسمان ہم پر بارش نہیں برساتا."*
انھوں نے جواب دیا:
*" اللہ کی بخشش طلب کرو. (یعنی استغفر الله کرو)"*
پھر ایک اور شخص ان کے پاس آیا اور کہا،
*"میں غربت کی شکایت کرتا ہوں."*
انھوں نے جواب دیا:
*" اللہ کی بخشش طلب کرو."*
پھر ایک اور شخص ان کے پاس آیا اور شکایت کی،
*"میری بیوی بانجھ ہے؛ وہ بچے پیدا نہیں کر سکتی.*
" انھوں نے جواب دیا:
*" اللہ کی بخشش طلب کرو."*
جو لوگ موجود تھے انہوں نے امام حسن سے فرمایا:
*"ہر بار شخص آپ کے پاس شکایت لے کر آیا، آپ نے صرف اللہ سے بخشش طلب کرنے کی اسے ہدایت کی؟"*
امام حسن بصری نے کہا،
"کیا تم نے اللہ کا بیان نہیں پڑھا؟
*"آپنے رب سے بخشش طلب کرو. بے شک وہ بڑا بخشنے والا ہے. وہ کثرت سے تم پر بارش برسائے گا. اور تمہیں خوب پے در پے مال و اولاد میں ترقی دے گا؛اور تمہیں باغات عطا فرمائے گا اور تمھارے لیے نہریں نکال دے گا. "*
_ [نوح (71): 10-12] _
*"اور اللہ ان کو عذاب نہ دے گا اس حالت میں کہ وہ استغفار بھی کرتے ہوں."*
_ [الانفال (8): 33] _
*استغفر الله ...*
کبھی استغفار نہ چھوڑو!
رسول اللہ (صلي الله عليه و سلم) نے فرمایا کہ * "اگر کوئی مسلسل بخشش طلب کرے, تو اللہ اسے ہر تکلیف ،بے چینی سے آرام دے دیتا ہے، اور وہاں سے اسے رزق فراہم کرے گا جہاں سے اس نے گمان بھی نہ کیا ہو." *
_ [ابو داود حدیث نمبر 59]




کاش کہ ہمارے شیخ قران پر غور کا بھی درس دیں
حضرت ابوبکر صدیق کے بارے میں مشھور ہے کہ سب سے زیادہ غور و فکر فرمایا کرتے تھے
قران میں سب سے زیادہ ذکر کائنات میں پھیلی الله کی نشانیوں کا ہے کہ ان پر غور کرو

اس طریقے سے تم الله کی عبادت بھی کرو گے اور دنیا پر حکومت بھی کرو گے
لیکن یہاں تو رنگ برنگے دو نمبر کے شیخ صرف رٹا رٹایا سبق پڑھنے کی تلقین کرتے ہیں

مسلمانوں کب سمجھو گے ؟؟؟
قیامت آنے والی ہے ، تمھاری پھینٹی پچھلے پانچ سو سالوں سے لگ رہی ہے

گو کہ استغفر الله بہت اچھی چیز ہے لیکن کچھ اپنی روٹی کا تو کر لو
 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
1)nazoole quraan ka maqsad insaaniyat ko faaida pohnchaana tha na ke nuqsaan.

2)lafze sawaab ke maani faaida ke hen. is liye jis kaam main insaaniyat ki bhalayee ho woh karna theek tareeqe se ta ke faaida haasil karne waala maqsad poora ho baaise faaida ho ga aur woh faaida nazar bhi aaye ga.

3)lihaaza jis kaam ke karne se insaanu ko faaida na pohnche woh quraan ka hukam ya targheeb ho hi nahin sakta. is liye aise kaam karna qatan deene islam per amal karna nahin hai balkeh apna aur doosrun ka waqt barbaad karna hai jo ke baaise nuqsaan hai.

4)quraan se faaida us waqt tak haasil nahin ho sakta jab tak is ke paighaam ko theek tarah se samjhaa na jaaye aur theek tarah se samajh ker is per drust tareeqe se amal na kiya jaaye aik program ki hesiyat se taa ke is ke nuzool ka maqsad poora ho.

5)quraan ko is liye padhna ke is ke sirf padhne se faaida pohnche ga bikul ghalat baat hai kyunkeh isse to quraan ke nuzool ka maqsad hi fot ho jaata hai. ye to kuchh aisi baat hai ke aik shakhs ko jaan to chahiye rawalpindi se karachi magar woh is safar ke malumaati kitaabche ko bar bar sirf padhne ki gharz se padhta rahe bila soche samjhe. aise shakhs ke aisa karne se woh rawalpindi se karachi nahin pohch jaaye ga.

6)mullah ki baaten lafzi tor per bhali maloom hoti hen magar woh sakht nuqsaan deh hoti hen. is liye ke aisi baaten insaan ko asal deene islam se bahot hi door le jaati hen. aaj ummat apni haalat dekh ker khud faisla ker sakti hai mullah ka islam un ko kahaan se kahaan le aaya hai. khudaa ka kalaam to aik program hai aik khaas maqsad ke liye jo agar poora karne ki koshish na ki jaaye to poora nahin ho sakta aur is ke poora na karne ki wajah hi insaaniyat ki tazleel hai khud apne aise kaamu ki wajah se jin ki mullah log targheeb dete hen.

7)deene islam aik mukammal nizaam hai insaaniyat ki zindagi ko is duniya ke ander theek tareeqe se chalaane ka insaanu hi ke zariye aur issi ka matlab hai khudaa ki ibaadat. lafze ibaadat ka maani pooja paat nahin hai balkeh khudaa ki taraf se di gayee isi nokri ko khush asloobi se bajaa aana hai ta keh woh maqsad poora ho sake jis ke liye khudaa ne insaanu ko peda kiya hai aur sab kuchh diya hai bamai apne paighaam ke.

8)mullah aur un ke shagirdun ne issi paigham ko chhupaa diya hai apne ghalat tarjamu aur tafseerun se yahee mehlaati saazish hui hai shuroo shuroo main jis ke baad logoon ne mullah ki bebunyaad baatun hi ko deene islam samaJh liya hai. issi mehlaati islam ne aaj duniya ki yeh halaat ker di hai jis ke khilaaf insaaniyat uth khadi hui hai. logoon ka aik hi sawaal hai, is islam yaani mazhab ne insaaniyat ko kia diya hai zillato ruswayee ke siwaa?

9)lihaaza us deene islam ko quraan se talaash karo jis ne insaani shakal ke jaanwarun ko insaan banaa ker insaanu ka imaam banaaya tha. aise islam se jaan chhuraao jis ne insaani shakal ke jaanwar drinde banaa diye jo aqlo fiker se mukammal tor per aari hen.

10)deene islam insaaniyat ko her past-tareen maqaam se uthaa ker buland tareen maqaam tak pohnchaane ki ehliyat rakhta hai agar insaaniyat apne khudaa daad aqlo fikar se kaam le ker is ko ghoro fiker ke saath apnaaye warna nahin. program chahye kitna hi behtareen ho agar us ko theek tarah se soch samajh ker drust tareeqe se apnaaya na jaaye to woh benateeja hi saabit hota hai aur baaise nuqsaan. yani us ka maqsad poora nahin hota balkeh us ka ulat hota hai.

11)yahee wajah hai isse badi koi ibaadat nahin hai khudaa ki keh insaan khudaa ki baatun ko apne aqlo fiker se theek theek samajhne ki poori poori koshish kare aur jab theek tarah se samajh jaaye to doosrun ko bhi samjhaaye aur jab log khudaa ki baatun ko theek tarah se samajh jaayen ge to duniya ko jannat banaana un ke liye kuchh mushkil nahin ho ga. lihaaza bebunyaad aqeedun aur befaaida amaal main waqt barbaad karne ke bajaaye quraan ko samajhne aur samjhaane main apni poori taaqat sarf karo phir dekho chand baras main insaaniyat kahaan se khaaan pohnchati hai.







 
Last edited:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
1)ummat ko manghadat riwayaat se bachna chahiye warna ummat ka tabahi aur barbaadi se bachna naamumkin hai.

2)saheeh rawayaat ke ghalat tarjamoon se be ummat ko bachna chahiye. kyunkeh ghalat tarjamen aur tafseeren aur tashrihaat logoon ko sirf aur sirf gumrah hi karte hen. bebunyaad aqeede aur befaaida amaal ki targheeb de ker.

3)ummat ko sab se pehle deene islam ke asal daanche ko quraan se drust tareeqe se samajhna chahiye kyunkeh us ke baghair deen ki sachi aur drust baaten be samajh main nahin aa saktin.

4)is dor ke mullah log deene islam ka asal daancha jaante hi nahin hen issi liye woh quraan per baat hi nahin ker sakte aur jo baaten bhi woh kerte hen tazadaat se pur hi hoti hen. issi se un ka ahmaqpan saamne aa jaata hai. aaj ke mullah andhun ki tarah apne puraane malukiyati dor ke mullah ke raaste per chal rahe hote hen jin logoon ne deene islam ko chhupaa diya malukiyat ke dor main. un ko itni bhi soch nahin hai malukiyati dor ke aqaaido amaal jin ko mullah log deene islam kehte hen woh mullah ke khud saakhta hen aur asal deene islam se mutasaadam bhi aur insaaniyat ke liye shadeed nuqsaan deh bhi issi liye ghalat hen.
 

Raaz

(50k+ posts) بابائے فورم


ایک بار ایک شخص امام حسن بصری کے پاس آیا اور ان سے شکایت کی:
*"آسمان ہم پر بارش نہیں برساتا."*
انھوں نے جواب دیا:
*" اللہ کی بخشش طلب کرو. (یعنی استغفر الله کرو)"*
پھر ایک اور شخص ان کے پاس آیا اور کہا،
*"میں غربت کی شکایت کرتا ہوں."*
انھوں نے جواب دیا:
*" اللہ کی بخشش طلب کرو."*
پھر ایک اور شخص ان کے پاس آیا اور شکایت کی،
*"میری بیوی بانجھ ہے؛ وہ بچے پیدا نہیں کر سکتی.*
" انھوں نے جواب دیا:
*" اللہ کی بخشش طلب کرو."*
جو لوگ موجود تھے انہوں نے امام حسن سے فرمایا:
*"ہر بار شخص آپ کے پاس شکایت لے کر آیا، آپ نے صرف اللہ سے بخشش طلب کرنے کی اسے ہدایت کی؟"*
امام حسن بصری نے کہا،
"کیا تم نے اللہ کا بیان نہیں پڑھا؟
*"آپنے رب سے بخشش طلب کرو. بے شک وہ بڑا بخشنے والا ہے. وہ کثرت سے تم پر بارش برسائے گا. اور تمہیں خوب پے در پے مال و اولاد میں ترقی دے گا؛اور تمہیں باغات عطا فرمائے گا اور تمھارے لیے نہریں نکال دے گا. "*
_ [نوح (71): 10-12] _
*"اور اللہ ان کو عذاب نہ دے گا اس حالت میں کہ وہ استغفار بھی کرتے ہوں."*
_ [الانفال (8): 33] _
*استغفر الله ...*
کبھی استغفار نہ چھوڑو!
رسول اللہ (صلي الله عليه و سلم) نے فرمایا کہ * "اگر کوئی مسلسل بخشش طلب کرے, تو اللہ اسے ہر تکلیف ،بے چینی سے آرام دے دیتا ہے، اور وہاں سے اسے فراہم کرے گا جہاں سے اس نے گمان بھی نہ کیا ہو." *
_ [ابو داود حدیث نمبر 59]


او بی بی ، پہلے قوم غلط حرکتیں تو چھوڑے ، پھر استغفار کا فائندہ ہو گا
آپ نے اتنی زیادہ کوٹیشن لکھی ہیں ، کہیں یہ لکھا ہے کہ برے کام بھی جاری رکھو ، بس استغفار پڑھ لیا کرو ؟؟؟
اس قوم کا پرابلم گناہوں کے کام نہ چھوڑنا ہے
 

Amal

Chief Minister (5k+ posts)
او بی بی ، پہلے قوم غلط حرکتیں تو چھوڑے ، پھر استغفار کا فائندہ ہو گا
آپ نے اتنی زیادہ کوٹیشن لکھی ہیں ، کہیں یہ لکھا ہے کہ برے کام بھی جاری رکھو ، بس استغفار پڑھ لیا کرو ؟؟؟
اس قوم کا پرابلم گناہوں کے کام نہ چھوڑنا ہے


میری پوسٹس کا موضوع زیادہ تر معاشرتی برائیاں ہی ہوتا ہے
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
maasharti burayan badnazmi ya bure nizaam ki wajah se wajood main aati hen. dekhna yeh hai jo nizaam insaanu ne kisi jaga apnaaya huwa hai kia woh nizaam bura hai ya us main badnazmi payee jaati hai logoon ki naasamjhi ki wajah se. agar buraayan bure nizaam ki wajah se hen to phir us nizaam ko badalna az bas zaroori hai warna buraayan door ho hi nahin saktin. agar buraayan badnazmi ki wajah se hen yaani drust nizaam ko ghalat tareeqe se chalaane ki wajah se to phir us nizaam ko theek tareeqe se chalaana ho ga warna buraayan qaaboo main nahin aayen gi.

dono soorton main dono baatun ka mukammal ilm laazmi hai taa keh bure nizaam ya badnazmi ko achhe nizaam aur achhe tareeqe se nizaam ko chalaa ker door kiya jaa sake taa ke buraayan door hun. issi liye quraan ko theek tarah se issi maqsad ke liye samajhna zaroori hai. yahee baat mullah ko samajh nahin aa rahee aur na hi un ke shagirdun ko.

koi bhi sahibe ilm shakhs jaan boojh ker burayee nahin karna chahta bas kuchh log apne hadharmi per mabni ahmaqpan ki wajah se zaati mufaad parasti per utar aaye hen aur woh doosrun ko bhi burayee karne per majboor ker rahe hen jis ki wajah se insaani maashra tabaho barbaad ho rahaa hai. issi liye logoon ko chahiye woh quraan ko theek tarah se samjhen aur deegar logoon ko samjhaayen ta keh nizaam drust kiya jaa sake aik doosre ki madad se. yahee deene islam ka bunyaadi pehloo hai quraan ke sayaaqo sabaaq main. issi liye issi pehloo per tawajo ki sakht zaroorat hai sab musalmaan kehlwaane waalun ko agar woh waaqe hi musalmaan hen yani quraan ko khudaa ji kitaab samajhte hen.