Ameer Abbas's analysis on Prime Minister Imran Khan's address

Citizen X

President (40k+ posts)
AHO G Khan ne elaan e jung ker diya, keh diya bhai abhi tak mein mulk ko bankrupt hone se bachany mein phasa huwa tha, to yeh chawal sooch rahe the main dar ke pressure mein agaya hoon.

Lekin aab mulk thorda stable hogaya hai aur aab mein aasteenay charda ke tum haaramiyon ke peechay aa raha houn aur ek ek pai ka hisaab lounga. Bohat bhounk rahe the na to aab phir tiyaar ho jao. Koi NRO When NRO nahi milnay wala.

If I was one of them I would be real scared right about now!

2 din mein 3 kuttay pakard liye hain aur aab dekte jao hota hai kya.

Chuk ke rukh kaam nu Khan.
 
Citizen X

President (40k+ posts)
Kar lo baat!! Kal Sun laina Baba Kuppi, Rauf Glasra, Amir Mateen, Shami, Hamid Mir waghera se k Imran Khan ko aisa sakht lehja nai rakhna chaiye tha! Iska Faida Opposition ko hoga! ? ? ?
Woh to ek understood baat hai. Yeh sub tanqeed ker rahe hongay ke yeh kya khitaab tha wohi ghissi pithi purani baatien, koi nai baat kerni thi, kuch budget ke baray mein batana tha kyun ke hum ko to kuch samaj nahi aai
 
insouciant

Minister (2k+ posts)
Sir, I just finished going through the budget brief. Apun ki halat wakai mei bari tight hai! ??? This fiscal year will be super tough! Even with all the taxations / inflation / austerity / budget cuts etc. we'll be borrowing an additional $20 Billion this year to just run the country! ??? Interest payments on the loans taken by Zardari / Shareefs are not leaving anything behind in our hands!!! ? ? ? ? ?

Woh to ek understood baat hai. Yeh sub tanqeed ker rahe hongay ke yeh kya khitaab tha wohi ghissi pithi purani baatien, koi nai baat kerni thi, kuch budget ke baray mein batana tha kyun ke hum ko to kuch samaj nahi aai
 
Citizen X

President (40k+ posts)
Sir, I just finished going through the budget brief. Apun ki halat wakai mei bari tight hai! ??? This fiscal year will be super tough! Even with all the taxations / inflation / austerity / budget cuts etc. we'll be borrowing an additional $20 Billion this year to just run the country! ???
Tabhi to Khan inna tappa huwa hai, ke mulk ka satyanaas ker diya hai in haram khoron ne. Jitna paisa mulk kamata hai adha paisa in haramiyon ke liye huway qarzon mein doob jata hai

Yaar mein to is baat pe herran houn inti mushkil aur tight haaalat mein yeh mulk chal kaisay raha hai. Aur aab samaj aai ke Asad Umer itna khush kyun tha ministry chordne par, ke shukar hai bhai itnay mushkil kaam ki zimmedari meri sar se uthri.

Bus Allah ka shukar ker sakte hai ke aab Khan agaya hai kyun ke agar in Haramiyon mein se kissi ek ko paanch saal aur mil janay the to bus phir Pakistan ka kaam ho jana tha.

Chalon haalat tight aur mushkil hain lekin aab sahi raaste ki taraf mou mourd liya hai. Raasta lamba aur mushkil hai lekin manzil khushhaal aur khoobsurat hai
 
insouciant

Minister (2k+ posts)
Koi ye baat harami Patwario aur Jiyalon ko bhi sikha daye jo apni bewakufi se apni kashti mei khudi soorakh krne lagaye huaye hein!

Yeh sub zehni ghulam ya paisay ke pujari hai qoum aur Pakistan se inka koi lena dena nahi. In ke liye Zardaku ya ganja hai to Pakistan hai. nahi hai to Pakistan gaya bhard mein.

Bohat kam hai jo waqai aqal ke andhay aur nadaan hai jo abhi tak samaj the hai ke waqai yeh status quo parties achi hain. Your typical jahil awaam with 0 critcal thinking skills. I remember election se phele logon se poocha jaa raha tha vote kis ko do gay.

And one typical waddi moucha aala butt kiss hatti pe bhaita huwa kheta hai and these are his exact words " Nawaz Sharif corruption ka magarmach hai" Acha to aap vote kis ko deinge gay "Nawaz Sharif ko" Kyun bhai !!!!! " Buss G hum hamesha se vote Nawaz Sharif ko dete aye hai to is daffa bhi ussi ko deinge" To bus phir samaj jao in jiyalay patwariyon ka haal.

Mujhe to Mecca ke kaafir yaad aate hai, jo qabool kerte te jo yeh shaqs Mohammad (s.a.w) keh raha hai such bol raha hai aur yeh aasli khuda ka farmaan hai. Lekin phir bhi maarte dum tak Islam qabool nahi kiya, Sirf is liye ke log kya bolay gay ke itnay barde khandaan ke aadmi falaan ibn falaan ne apnay abao aur ajdad ke deen chord diya.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Good work, keep going khan sb , you are on the right track. More and more people are going to wake up to the idea of new pakistan. Hopefully we are gong to see better and better pakistan soon.

umer_javed

MPA (400+ posts)
Asslam-u-Alaikum,

Everyone is media fed and everyone has only 2 names for all the debts on Pakistan by Nawaz and Zardari, what about previous governments as if no one had ever taken loan and only these 2 people took 97$ billion.

if current government will take loan because of these 2 people then what about these 2 people they can claim too that we took load because musharaf and previous governments.

Open you eyes.
they are all same in different skin.

Regards,
 
miafridi

Prime Minister (20k+ posts)
Well done Khan sahab.

PPP And PML-N called each other as corrupt and Ghaddar only to get votes and they never held each other accountable in decades of their rule. But here is Khan who is moving towards fulfilling his promise within 1 year of coming into power.