after one day of attack.. mashallah..

Rambler

Chief Minister (5k+ posts)
I think life of the Prophet (saw) is a great example and Muslims in the west should emulate the example of the first phase of Makkah. There is no need to act macho and create hatred and widen the rift. Unfortunately there is an attitude of self righteousness and hiding behind the law in muslims. There is freedom to preach in the west which is not even available in Muslim countries. Use it to wisely to build bridges.
 

jani1

Chief Minister (5k+ posts)
Not surprised if he was attacked...if some Hindu starts talking him in Pakistan or in Saudi Arabia.. wouldn't he get attacked??​
نوسرباز صاحب یا صاحبہ۔۔
اول تو ہندو ازم کے بارے میں یہ جان لیں کہ انکے مذہب میں تبلیغ دین کا کانسیپٹ نہیں۔۔
اسلیئے وہ نہیں کرتے۔۔ دوسرا۔۔
دنیا کے سب سے مہزب اور آزاد خیال ہونے کا دعوہ پاکستان یا سعوی عرب والے کرتے ہیں ؟

نہیں ناں ۔

جمہوریت کے چیمپیئن، انسانیت کے چیمپیئن، وغیرہ وغیرہ کا کیا ہوا۔۔
یا یہ سب تیسری دنیا پر اپنا رعب قائم رکھنے کا ایک بہانہ ہے۔۔


 

jani1

Chief Minister (5k+ posts)
He staged and scripted the whole thing to gain sympathy.
for what ?
money ?
he never gets anything from the mosque, u tube or any foundations ?
bcz
he got a full time job based on his MBA.
for vote ?
he isn't a politician.
what else, ?
fame ?
which he already is.
 
Last edited:

Nosarbazian

Politcal Worker (100+ posts)
نوسرباز صاحب یا صاحبہ۔۔
اول تو ہندو ازم کے بارے میں یہ جان لیں کہ انکے مذہب میں تبلیغ دین کا کانسیپٹ نہیں۔۔
اسلیئے وہ نہیں کرتے۔۔ دوسرا۔۔
دنیا کے سب سے مہزب اور آزاد خیال ہونے کا دعوہ پاکستان یا سعوی عرب والے کرتے ہیں ؟

نہیں ناں ۔

جمہوریت کے چیمپیئن، انسانیت کے چیمپیئن، وغیرہ وغیرہ کا کیا ہوا۔۔
یا یہ سب تیسری دنیا پر اپنا رعب قائم رکھنے کا ایک بہانہ ہے۔۔


ہندوؤں میں تبلیغ کا کام صرف نہیں ہے لیکن گھر واپسی کا کونسیپٹ تو بالکل ہے۔۔۔۔
جمہوریت کے چیمپئن وغیرہ کا دعویٰ تو مغربی ممالک کرتے ہیں۔۔۔لیکن کون سا دین سب سے زیادہ صبر اور برداشت کا دعوی کرتا ہے ہے۔۔۔یہ تو آپ کو پتہ ہی ہوگا
 

Pilot

Politcal Worker (100+ posts)
for what ?
money ?
he never gets anything from the mosque, u tube or any foundations ?
bcz
he got a full time job based on his MBA.
for vote ?
he isn't a politician.
what else, ?
fame ?
which he already is.
Is he a Muslim?
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
aqal seekho aur saheeh ilm seekho aur is nizam ko khatam karo. is ke badle asal deene islam ka nizaam laao phir dekho kia hota hai. ye nizaam insaanu main ikhtilaaf peda kerta hai aur us ko qaaim rakhta hai.

magar ye baat bhi yaad rahe keh ikhtilafaat insaanu ki apni apni jahaalat ya unjaan pan ka nateeja hen asal maqsade hayaat se aur us maqsad ko haasil kerne ke saheeh tareeqe se.

yahee wajah hai her koi apne apne maqaasid liye baitha hai aur apne apne tareeqe apnaaye huwe hai un maqaasid ko haasil kerne ke liye. issi liye her aik ghar main mazhabi aur secular divisions mojood hen.

jab logoon ko maloom hi nahin hai ya woh maloom kerna hi nahin chahte keh un ki asal manzil kia hai aur wahaan pohnchna kaise hai to phir her koi apni apni simt main hi chale ga aur apna apna raasta hi le ga. issi liye logoon main ikhtilafaat hi hun ge.

yahee ikhtilafaat miyan biwi main jhagde ka baais hote aur maan baap aur aulaad main aur bahen bhaiyun main bhi yahee ikhtilafaat jhagde ka baais hote hen. ghar ka aik fard aik mazhab ikhtiyaar karta hai to doosra doosra mazhab ikhtiyaar karta hai. koi aik mazhabi firqa apnaata hai to koi doosra. koi aik secular firqe ko apnaata hai to koi doosre ko. is liye keh in logoon ko asal maqsade zindagi aur us ko haasil kerne ke liye drust raaste ka ilm hi nahin hai.

agar insaanu ka maqsade zindagi aik hi ho aur us ko haasil kerne ka raasta bhi aik hi ho to aap hi bataayen un main ikhtilaaf kaise ho ga? nahin ho ga aur na hi ho sakta hai. lihaaza insaan jab tak bande ke puttar nahin bane ge aur quran ko theek tarah se nahin samjhen ge un ki yahee haalat rahe gi. issi liye ye aik doosre ke haathun zaleelo khawaar hote hi rahen ge.

yahee wajah hai ham insaanu main se her aik ko asal maqsade hayat maloom hona chahiye aur us ko poora kerne ka saheeh raasta bhi ta keh ham khudaa ke bataaye ke mutaabiq is duniya ko aik jannati maashra banaa saken. agar is duniya main jannati maashra ban hi na sakta to khudaa ham ko ye baat bataata hi kyun keh aisa ho sakta hai balkeh ham ko aisa hi kerna chahiye?